bunjaray hain rishton ki tijarat nahi kertay
hum log sar-e-aam mohabbet nahi kertay
himat hai to ajeet lay maidan mai hum ko
hum appnay Kabeelay se beghawat nahi kertay
kisi se koye nata ya to hum jorra nahi kertay
mila lain hath to phir umer bhar chorra nahi kertay
ager hum faisala ker lain kahin se couch kernay ka
to phir wapis maharon ko kabhi morra nahi kertay
humain maloom hai akhir mai jeet appni hi hony hai
so hum waqti shikaston per ye dil thorra nahi kertay
maghroor humain kahty hai to kahty rehay duniya
hum murr ke kissi shaks ko dekha nahi kertay.