Nazim's poetry

Nazim's poetry

Thursday, June 2, 2011

Muskura kr, Mera ‘Naam’ Likha Aur Mita Dia…!!

dunia ko rashk ho ga mery naseeb par
tum ik nazar payar sy daikho agar mjhy

Phir Wafain bhi karoge To Koi Nahi Poochey Ga Sagar_
Yeh Terey Sarey Sitam Faqat Marey Mar Janey Tak Hain.


Bara Maza Ho K Mehshar Main hum Karen Shikwa
Wo Minnaton Sey Kahain Chup Rahoo Khuda k Liye.!!!!


men kisi aesi jaga ki talash mein hon mohsin..
jahan gehri tanhai to ho per ahsas-e tanhai na ho..!!


Phool Apni Khasllat Per Be-Bas Hain Kitney Sagar_
Toorney Waley Ko Bhi Khushboo Ki Saza Detey Hain….!!!!!!


jin ko sooraj meri chokhat se milaa karta thaa….
ab woh khairaat main daity hain ujaaly mujh ko…


Main faqeeron se bhi karti hn tijarat aksar…..
Jo ek paisy main lakhon ki dua daty han……..


Me Jis Ki Khatir Muhabbat Ki Har Had Sey Guzar Gai Hon…Sagar_
Wo Ab Bhi Mujhsey Ye Hi Poochata Hai Such Batao Wafa Karogi…!


Hum Sey Bhulaya Hi Nahi Jata Ik Mukhlis Ka Pyaar Sagar_
Log Jigar Waley Hotey Hain Rozz Naya Mehboob Bana Lete Hain…!!!!!


Ajeeb Kashmakash Thi k Jaan Kis Ko Dain Sagar_
Wo Bhi Aa Bethey They Or Mout Bhi…..!!!!!!


Lamhon men Qaim kar dey Jo Sadiyon ki Chahatein,..
Hasrat Rahi K Aisa Koi Apna Bhi Talabgaar Ho .!!


kon khareeday ga ab heeron k dam tere aansu~*~
wo jo dard ka tajir tha tera shehar hi chor gia..!!


Ab bhi poctay ho maqam apna??
Keh jo Diya, ZINDAGI HO TUM ..


Sahil ki geeli rait pr
main ny us sy poocha,
tera mashgala kia hai?
…US ny palkain jhuka kr
muskura kr,
mera ‘Naam’ likha aur mita dia…!!

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...