Nazim's poetry

Nazim's poetry

Monday, June 6, 2011

Chalo Ek Baar Phir Se Ajnabi Banjayen Hum Dono

 Chalo Ek Baar Phir Se Ajnabi Banjayen Hum Dono
Na Mai Tum Se Koi Ummed Rakhon Dil Nawazi Ki

Na Tum Meri Taraf Dekho Galat Andaz Nazroon Se
Na Mere Dil Ki Dhadkan Ladkhadaye Teri Baaton Se

Na Zaaher Ho Tumhari Kashmakash Ka Raaz Nazron se
Tumhen Bhi Koi Uljhan Rokti Hai Pesh Qadmi Se

Mujhe Bhi Log Kahete Hain Ke Ye Jalwe Paraye Hain
Mere Humrah Bhi Ruswaiyan Hai, Mere Mazi Ki

Tum Hare Sath Bhi Guzri Huwi Raaton Ke Saaye Hain
Taarruf Rog Hojaye To Is Ka Bholna Bahetar

Taalluq Bujh Ban Jaye To Is Ka Tudna Achcha
Wo Afsane Jise Anjaam Tak Lana Na Ho Mumkin

  

 

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...