Nazim's poetry
Monday, June 6, 2011
Aatish-e-ishq bhadakte hei hawa se pehle
Aatish-e-ishq bhadakte hei hawa se pehle
Honth jal jaate hei mohabbat mein duwa se pehle
Jo gir chukka ushe kyon girate ho
Jalaa kar aashiyana ushi ki raakh udaate ho
Guzri hei raat aadhi, sabh logg so rahe hei
Yanha hum akele mei beithe, teri yaadon mei ro rahe hei
Ishqbaazi ko Ibaadat ka mazaa milta hei
Ishq saccha ho toe bando ko khuda milta hei
Guzre hei aaj ishq ke ush muqaam se
Nafrat si ho gayee hei Mohabbat ke naam se
Duniya dard hoti hei! Sharir-e-gam nahi hoti
Kisi ke duur hone se Mohbbat kam nahi hoti
Gun-gunati si raat aa jaati hei
Tum aate ho toe barsaat bhi aa jaati hei
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
please tell me the meaning of the first stanza
ReplyDelete