Nazim's poetry

Nazim's poetry

Wednesday, April 13, 2011

Aik Baar Kaha Tha Uss Ne Mujh Ko

Aik Baar Kaha Tha Uss Ne Mujh Ko

Main Hanste Acha Lagta Hoon
Iss Baat Ko Pahroon Yaad Main Kar K

Aab Pal Pal Rota Rahta Hoon

Jin Ankhoon Ko Dekh Kar Kaha Tha Uss Ne
Inn Se Maat Main Ne Khai Hai
Inn Ankhoon Main Aab Kuch Bhi Nahin
Bas Aik Hi Ghum Ki Parchai Hai
Uss Ka Yah Kahna Yaad Hai Mujh Ko
Tum Se Pyaar Main Karti Hoon

Har Pal Meray Sath Hoti Ho
Haan Yah Iqrar Main Karta Hoon

Woh Duur Suhanay Sapnoon Ka
Subh Jhoot Per Mabni Nikla Tha

Tum Pahchanany Se Bhi Inkari Thi
Yoon Roop Tumhara Badla Tha

Aab Haal Hai Apna Kuch Aisa
Subh K Tanay Sunnta Rahta Hoon

Tum Meray Thay Tum Meray Ho
Aab Subh Se Yahi Kahta Hoon..

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...