Nazim's poetry

Nazim's poetry

Saturday, March 5, 2011

Na chair qissa-e-ulfat barri lambi kahaani hai

Na chair qissa-e-ulfat barri lambi kahaani hai,
Me zamaane se nahi haara kisi ki baat maani ha

3 comments:

  1. Na Chair Qissa E Ulfat Bari Lambi Kahani Hai..
    Mein Zindagi Se Nahi Hara Kisi Ki Bat Mani Hai..

    Badi Lambi Kahani Hai, Tuhmhey Leikin Sunani Hai
    Tera Ghum Jaan Leva Par Teri Yadeein Suhani Hain

    Ghamoon Ko Chor Hum Deitey,Sakoon Ko Tham Hi Leitey
    Ghamoon Sey Kya Karein Leikin, Bari Yari Purani Hai

    Zameen Ko Cheera Chahey, Hawa Ko Thamna Chahey
    Badi Pagal Sahi Leikin, Yahi Yaro Jawani Hai

    Ae Gham Tu Door Hi Rehna, Samandar Ansoon Ka Hai
    Baha Le Jaye Na Tujh Ko, Ye Lehri Bhi Dewani Hain

    ReplyDelete
  2. sir i need some poetry answers which i have to complete 1.ya tandurusti yaro bari badshaahi hai 2.apni dunya app pada kar agar zindon mein hai 3
    ma bap si naimat koi dunya mein nahi hai 4.gaya waqt phir hath ata nahi 5.uth ka ab bazam e jahan ka aur hi andaz hai 6.do aalam ka amdad gar a gaya hai 7.wahi hai kainat aur uss ki makhlooqat ka khaliq 9.ya jo kuch bhi jitna bhi khuda na diya hai 10.mein bohat hi ajazoo ba nawa tera aga meri basaat kya 11.na wo maqada ki taraf gai na wo log soi haram gai

    ReplyDelete

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...