Nazim's poetry

Nazim's poetry

Saturday, March 5, 2011

Hum pake daga fareb is zamane me rah gaye,

Hum pake daga fareb is zamane me rah gaye,
hum dosti ka farz nibhane me rah gaye,
palak jhapkte duniya humse aage nikal gai,
hum dosto se hath milane me rah gaye,
chupke se aake usi ne mera ghar jala dala,
jiske ghar ki aag hum bujhane me rah gaye,
hamare dil ka aashiyana jalta raha katra katra,
woH hamara mundap sajane me rah gaye,
hUm un k dekhte dekhte ho gaye kisi or ke,
or hum apne dil ko samjhane me rah gaye,
hamne apni duniya ujad li unko pane ki chah me,
or wo apna hAmara ghar
basane merah gaye,
humne unke siwa kisi ko chaha hi nahi,
or wo apni yari jatane me rah gaye,
hamare sare riste unse shuru
unse khatm hote the,
or wo humko sirf apna dost
banane me rah gaye,
chhor diya unko unki khusi ki
khatir unki duniya me or hum...?
Yu hi gumnaam se veerane me
rah gaye.

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...