Nazim's poetry

Nazim's poetry

Thursday, July 14, 2016

Ik Bat Kahon Kya Ijazat Hai

Kaise bataaye,
kaise jataaye
Subah tak tujh mein jeena chahein
Bheege labon ki,
geeli hansi ko
Peene ka mausam hai
peena chahein

Ik baat kahoon kya ijazat hai
Tere ishq ki
mujh ko...
aadat hai
Ik baat kahoon kya ijazat hai
Tere ishq ki
mujh ko...
Aadat hai..
aadat hai..
Aadat hai..
aadat hai..

Ehsaas tere or mere tou
Ik dooje se judd rahe
Ik teri talab mujhe aisi lagi
Mere hosh bhi udne lage

Mujhe milta sukoon
teri baahon mein
Jannat jaisi ek raahat hai

Ik baat kahoon kya ijazat hai
Tere ishq ki
mujh ko
aadat hai
Ik baat kahoon kya ijazat hai
Tere ishq ki
mujh ko
Aadat hai..
aadat hai..
Aadat hai..
aadat hai..

Kyun sab se juda,
kyun sabse alag
Andaaz tere lagte..
Besaakhta hum saaye se tere
Har shaam lipat’te hain
Har waqt mera,
qurbat mein teri
Jab guzre tu ibadat hai

Ik baat kahoon kya ijazat hai
Tere ishq ki
mujh ko
aadat hai
Ik baat kahoon kya ijazat hai
Tere ishq ki
mujh ko
Aadat hai..
aadat hai..
Aadat hai..
teri aadat hai..

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...