Nazim's poetry

Nazim's poetry

Wednesday, October 2, 2013

Tanhaa Hon

Suniye 
Kuch Is Tarhaa Se 
Tanhaa Hon
Teri Majoodagi Bhi 
Zahir Hai 
Tera Ansu Bhara 
Lehjaa Bhi 
Magr 
Mehsus Karne Ko
Mera Hosala Nehin
Bebassi Ka Ye Alam Hai K
Chikhon Pukar Ki Intihaa Hai
Or Be Intihaa Zakham Bhi

Magr Afsus 
Koi In Ko Dekh Saktaa Hi Nehin

Is Qadar 
Ander Se Toot Chuka Hon
Ro Ro Kar 
Ankhon Se Beh Chuka Hon
Magr 
Hon Lachaar 
Kuch Kar Nehin Sktaa
Tanhai Tanhai Or Bass Tanhai
Mere Muqader Mein 
Bass Yehi Hai Ayi 
(Nazim Ali)




No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...