Tere Naam Ki Khashbo Mere Sath Safar Mein Rehti Hai
Tou Mujh Mein
Basti Hai ' Meri Ankhon Mein Dikhti Hai
Tera Nasha Sa Rehta Hai
Kya
Kahon Main Ahle Mohabbat Walon Ko
Sab K Sab Khokhlay Jazzbay Rekhte
Hain
Is Dor Mein Wohi Shakhas Mohabbat Krta Hai
Jo Hathon Se Khali Rehta
Hai
Pani Mein Roz Uttartay Dekhta Hai Chand Ko
' Us Se Nai umeedein Bi
Rekhta Hai
Aglay Din Jo Chalta Hai Use Pane K Liye
Baton Mein Lakhon
Fasanay Rekhta Hai
Ek Khawab Jo Ankhon Mein Gashat Krta Hai Apna Bi Ni
Hota
Is Se Kya Lehar Si Dil Uthti Hai ' Ek Nasha Sa Rehta Hai
Nazim Jo
Pard Pe Likhi Jati Hain ' Jo Gheli Reat Se Banta Hai
Kon Is Tehareer Ka
Waras Hai '
Kon Aise Ghar Mein Rehta Hai
( Nazim Ali )
No comments:
Post a Comment