Nazim's poetry

Nazim's poetry

Monday, April 16, 2012

Un Mein Tanhaa Hon Main

Hai Raat Ka Samaa Dekh Rahaa Hon Sitaaron Ko Main
Hain Sab Aik Se Sath Or Un Mein Tanhaa Hon Main 
Dekh Ke Sab Mujhe Sochte Hain Toot Kar Bikhraa Hua Hon
Par Kese Sumjhao Main Kuch Wrong Nehin Hai
 Bass Mamoli Sa Shayar Hon Main
Hon Main Har Pal Khush Rehta, Ye Such Hi Tu Hai Nazim
Dekhaway Ki Ye Duniya Hai, Dekhaway Sab Karte Hain,
Hon Tere Samne Par Alug Hon Main
Dekh Na Mujhe Youn Tou Gor Se Na Sumjh Nadan 
Hain Rang Kitne Sajjay Mere Mathay Pe
 Beth Mere Sath Shayad Lucky Hon Main
Soch Rehi Hai Tou Kafi Din Se, Tere Khayal Se Buddu Hon
Chalo Man Lete Hain "Still" Magar Jo Bi Hon Boht Khush Hon Main
Yahan Har Koi Sochta Hai Just Apne Bare Mein Nazim 
Phir Bhi Sab Ke Sath Hon Or Sabhi Ka Hon Main 
( Nazim Ali )



No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...