Nazim's poetry

Nazim's poetry

Thursday, April 12, 2012

Chhayee hai tanhayee




Chhayee hai tanhayee
Kyun naajaane..
Sazaa yeh kyun hai payee
Kaun jaane
Suni hai raahein
Suni hai baahein
Suni nighayein
Jisko hai kho jana..
Woh milta hi kyun hai
Dil ko hai bhool jana..
Toh dil ka hi kyun hai
Jisko hai kho jana..
Woh milta hi kyun hai
Dil ko hai bhool jana..
Toh dil ka hi kyun hai
Aan…
Dekho..dekho zara
Hai..Kya tha..
Kya ho gaya..hai..
Tum mehrbaan the
Hum shadama the
Mehki thi
Dil ki vaadiyaan
Ho..
Chahat bhari woh aankhein
Rus mein doobi baatein
Kho gayi jaane kahan
Palkon ke jo the saye
Kyun ho gaye paraye
Kyun aa gayi dooriyan
Jisko hai kho jana..
Woh milta hi kyun hai
Dil ko hai bhool jana..
Toh dil ka hi kyun hai
Kyun..
Jisko hai kho jana..
Woh milta hi kyun hai
Kyun..
Dil ko hai bhool jana..
Toh dil ka hi kyun hai
Kyun..
Suni hai raahein
Suni hai baahein
Suni nighayein
Chhayee hai tanhayee
Kyun naajaane..
Sazaa yeh kyun hai payee
Kaun jaane

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...