Khwab suhane yaad aate hain...
Saath purane yaad aate hain,
Unki yaadon ki khushboo ke...
Shokh zamane yaad aate hain,
Har mausam mein dukh sukh mein...
Yaar purane yaad aate hain,
Jin aankho se hum peete the...
Wo maikhane yaad aate hain,
Wo jo humko bhool gaye hain...
Wo jane kyon yaad aate hain.
Saath purane yaad aate hain,
Unki yaadon ki khushboo ke...
Shokh zamane yaad aate hain,
Har mausam mein dukh sukh mein...
Yaar purane yaad aate hain,
Jin aankho se hum peete the...
Wo maikhane yaad aate hain,
Wo jo humko bhool gaye hain...
Wo jane kyon yaad aate hain.
No comments:
Post a Comment