Nazim's poetry

Nazim's poetry

Tuesday, December 20, 2011

Musafir Subha Ka Main Or Safar Raat Ka Tu

Musafir Subha Ka Main Or Safar Raat Ka Tu 
Na Tere Kaam Ka Hon Mian Na Mere Kaam Ka Tu
Pata Nehi Mere Sath Hai Tu Jane Kab Tak
Mujhe Day Koi Elzaam Mere Naam Ka Tu
Janta Hon Zarori Nehi Hai Is Ke Liye Mera Hona 
Par Na Soch Abb Mohabbat Ke Ahtataam Ka Tu
Main Ye Kese Chor Don Abb Tujh Par
Jab Ke Rekhta Nehi Kabi Bi Mera Dehyan Tu
Bandha Hai Meri Soch Se Aks Tera 
Dhokay Na Day Meri Chah Ko Qiyaam Ke Tu
Na Elzaam Day Kisi Ko Shikasat-e-Dil Ka Nazim
Koi Or Bahana Kar Uss Ke Naam Ka Tu
( Nazim Ali )




No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...