Nazim's poetry

Nazim's poetry

Monday, June 13, 2011

huamra PYAR kabhi Dil se kum maat kerna

huamra PYAR kabhi Dil se kum maat kerna

huamra PYAR kabhi Dil se kum maat kerna
 kabhi apni aankho ko humare ley num maat kerna
 chalay jaingay ager hum is dunya se
 apni chahat ko humare ley kum maat kerna
 itnay pass aa ker tum dor na jana kabhi
 is dil per tum her gez yeh situm maat kerna
 ager chahatay ho dunya main Khush rehna tum tou.......
 dunya main kisi k jane ka GHUM maat kerna
 becher jain ager injan rastoon per chaltay chlatay
 per chahat ka yeh silsila tum khatum maat kerna
 pyar k samander main uter jana aankhin band ker k
 kinare pe kharay ho ker kisi ka intezar maat kerna
 Dhoop ho chaho`n ho tum saath nibhaya kerna
 Koi ghazal suna ker kya kerna,
 Mein na Mil sakon jo tumse meri justUgu na kerna
 Kabhi Ihsas Ho Tum Ko
 Duniya ko jiski chand si soorat se pyar hai

umharay SHehar ka mosam bara suhana lagay

umharay SHehar ka mosam bara suhana lagay
 main ek sham chura lon ager bura na lagay
 jo dobna hai tou itne sakon se dobo
 k aas pass ke lehron ko bhi pata na lagay
 tumharay bass main ager ho to bhol jao humin
 tumhin bhulane main shayad humin zamana lagay
 na jane kia hai kisi ke udass aankhon main
 woh munh chupa k bhi jai to bewafa na lagay
 humaray PYAR se julne lagi hai ek dunya
 DUA karo kisi Dushman ke bad DUA na lagay
 Barish mein jo nikli main
 Benaam Sa Ye Dard
 Rung e Ishq kuch aur nikharta hai hijar mein
 Dard-E-Dil Mein KaMi Na Ho Jaye
 Kal Raat Bahut Toot Ke Barsa Tha Ye Badal

Kissi ka Sath nebhana kamal hota hai

Kissi ka Sath nebhana kamal hota hai
 Kissi Ko pHir se Bulana Kamal hota hai
 Woh mujh Ko Chor gaya hai to Koi Baat nahi
 k Dil ko saber dilana Kamal hota hai
 Khud Apne dard ko her koi jheel leta hai
 Kissi ka dard batana Kamal hota hai
 Koi pahar gerana nahi hai na mumkin
 Geray houy Ko uthana Kamal hota hai
 Kissi Andheray ko sehna Kamal lugta hai
 Phir is main Deep jalana Kamal hota hai
 Kisi ke aankh se dori to Zulm hai HaSraT
 Kisi k Dil main samana Kamal hota hai...
 tum ne poocha ke dukh kia hota hai
 Tu Khizan mai b aye to Bahar ka Gumaan hota hai
 nazar se door hota ja raha hai
 Benaam Sa Ye Dard
 DIL UDAAS HAI ''

UB KABHI tera Dil ghabraey LOT anna

UB KABHI tera Dil ghabraey LOT anna
 ager kabhi meri yaad satae to lot aana
 aaj mujh ko thukra dea tu ne.........
 ager zamana tujhi thukra de to lot aana
 Kuch din to hum ne bhi achay guzaray hain
 ager acha waqt kabhi YAAD aauy to lot aana
 tu kehta hai k sari dunya yeh meri hai
 ager DUNYA tujhi na apnae to lot aana
 jane walay kub aatay hain yeh sach hai
 ager kismat woh waqt laey to lot aana
 JAN tujhi per qurban Karongi A jan
 ager jan ke zarorat pesh aaey to lot aana
 Suno Tum Lot Aao Na
 Kabhi waqt milay to aa jao
 Teri Talash Mein Hum Jab Kabhi Nikalte Hai
 Dil Ki Dunya Ko Uski Yaadon Say Sajayengay Hum
 TUM KO ANAA HO GA

koo ba koo phail gai baat shanasai ke

koo ba koo phail gai baat shanasai ke
oss ne khusbo ke terhan meri pazerai ke
kaisay kehdon k mujhi chor dea hai oss ne
baat to sach hai mager baat hai ruswai ke
woh kahin bhi gaya lota to mere pas aaya
bass yeh he baat hai achi mere herjai ke
tera pehlo tere dil ke terhan aabad rahay
tujh pe guzray na qayamat shb e tanhai ke
oss ne julti hoi peshani per jub hath rakha
rooh tak aa gai taseer masehai ke
abhi bersat ke raton main badun totta hai
jag uthti hain ajaab khuwahishin Ungerai ke

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...