Nazim's poetry

Nazim's poetry

Wednesday, August 13, 2014

Ek Dhokha Sa Hota Hai

Kese Mumkin Hai K Yaad Kr Le Tu Mujhe

Ek Dhokha Sa Hota Hai Har Bar Mujhe

(Nazim Ali)



Muyesser Hai Mujhe

Main Ye Kyun Kr Keh don 
K Nehin Hai Hasil Mujhe Nazim
Wo Jo Bepanha Muyesser Hai Mujhe 
Muyesser Hai Mujhe
(Nazim Ali)


Kammi Mujh Mein Hi Hai Nazim

Main Janta Hon 
Kammi Mujh Mein Hi Hai Nazim

Log Mil Kr ' Khail Kr 
Mujhe Tanhaa Kr jaate Hain
(Nazim Ali)


Yehi Mera Dastor Tha

Wo Badalta Chal Giya 
Sath Mere Janta Tha
Mujhe Sath Chalna Tha 
Yehi Mera Dastor Tha
(Nazim Ali)

 

Bass Fitrat Kuch Aisi Hai

Hum Is Qabil Kahan Nazim 
 Jo Uttar Jaye Kisi Ke Ansuon Mein

Bass Fitrat Kuch Aisi Hai 
K Sabi Gayoo Mere Apne Hain
(Nazim Ali)


Ronaq Si Ho Jati Hai...

Wo Masoon Se Lehje Mein 
Yehi Keh Raha Tha Nazim

Chale Aao K Tere Aane Se 
Ronaq Si Ho Jati Hai...

(Nazim Ali)


Tere Aane Se

Tere Aane Se 
Kuch Or 
Sudhar Giya Hon Main Jana
Tu Youh Hi Nehin Kehti 
 "Ye Jo Tum Ho Na 
Kamal Ho....
(Nazim Ali)


Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...