Nazim's poetry

Nazim's poetry

Friday, December 13, 2013

Lahu Munh Lag Gaya



Aye Jee Re
Ude Ude Man Ude
Par Lage Tere Sang Jude
Mann Ude Pag Badhe
Teri Aor Badhe
Jag ChoR Badhe

Aye Lahu Munh Lag Gaya
Lahu Munh Lag Gaya
Soya Tha Nas Nas Mein
Ab Yeh Jag Gaya
Aye Lahu Munh Lag Gaya

Labon Ke Choone Se
Khwaabon Ke Khone Se
Labon Ke Choone Se
Khwabon Ke Khone Se
Bach Ke Sab Se Lab Se Lab
Yeh Lab Se Lag Gaya
Aye Lahu Munh Lag Gaya
Aye Lahu Munh Lag Gaya
Aye Lahu Munh Lag Gaya Lag Gaya

Bhatak Rahi Hai Aaj Yeh
Malang Ang Ang Ang
Bhatak Gayi Hai Saans Uske
Sang Sang Sang Sang
Kal Kal Behta Tha
Chhal Chhal Rehta Tha
Kal Kal Behta Tha
Chal Chal Rehta Tha
Taan Leke Jaan Kab Gaya
Lab Se Lab Yeh Lab Lab Se
Lahu Munh Lag Gaya
Aye Lahu Munh Lag Gaya
Lahu Munh Lag Gaya
Soya Tha Nas Nas Mein
Ab Yeh Jag Gaya

Aye Lahu Munh Lag Gaya
Labon Ke Choone Se
Khwabon Ke Khone Se
Labon Ke Choone Se
Khwabon Ke Khone Se
Lab Se Lab Yeh Lab Lab Se
Lahu Munh Lag Gaya
Aye Lahu Munh Lag Gaya 




No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...