Barson ho gaye raakh bane huwe
Par dhuwa uthta baar baar kyon haiZamana ho gaya zakhm lage huwe
yeh rista baar baar kyon haiMohobat dard ban kar reh gaye
Ashqon ka sailaab tutta baar baar kyon haiJeetne ki koshish karte hai hamesha
Par mukaddar harta baar baar kyon hai
No comments:
Post a Comment