Nazim's poetry

Nazim's poetry

Thursday, August 18, 2011

Waqt ne kaha ab to muskura de

Waqt ne kaha ab to muskura de
Chahat ka mausam lauta usse to gale se laga le
Mene tere saath jo kiya who to ek sharahat thi
Shyaad dekhne tha tere pyar mei kitni kurbat thi
Pyar tere muje bhi pyara hai
Tere dard ke samne mei bhi hara
Preet teri jag se nirali hai
Phir bhi teri dil kyu sawali hai
Phir se meet milaya mene uska kuch to sila de
Tere dard ka sisila ab to mita de
Tab mene waqt se kaha,Tu kuch muje bhi bata
Kaise karu mei tera itebar
Kyo kehte hai log waqt nahi tharta
Chaho na chaho tu hai badalta
Tune dal di meri Zindagi kasmkash mei
Zindagi leke chod diya Zinda muje
Mei who dard O gum kaise bhul jao jo tune muje diye
Bhul bhi jau to phir se tere pass kyoi au
Tere kya tu waqt ha sab kuch tere saath hai
Zindagi lena aur Zindagi dena tere haath hai
Tu karta reh sitam jo karne hai
Mei to who lamha hu jo aj hai kal shyaad guzar jau………..

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...