Nazim's poetry

Nazim's poetry

Thursday, August 18, 2011

Samjha na koi dil ki baat ko,

Samjha na koi dil ki baat ko,
Dard duniya ne bin soche he de diya….
Sah gaye jo hum agar dard ko chupke se,
To phir humko patthar dil keh diya…

Chale gaye ho dur kuch pal ke liye…,
Dur rehkar bhi karib ho har pal ke liye…
Kaise yaad na aaye aapki ek
pal ke liye,Jab dil me ho aap harpal ke liye….

Waqt ke dayare se hum nikal na jaaye,
Aap ke dil se kahi hum utar na jaaye.
Hum roz aapko yaad dilaya karenge,
Warna kahin aap hume bhool na jaaye.

Chahat K Parde Me Nafrat Hai,
To Nafrat K Parde Me Chahat Bi Hogi,
Agar Koi Khafa Hota Hai Tume Apna Samajh,
To Usko Tumse Mohabat Bi hogi

Dil Hua Zkhmi Mgr Kisiko Khbr Nhi
Meri Chahato Ka Us Pe Koi AsR Nhi
Ho K Juda TumSe Koi Mar Jayega
Sun K Usne Kha Ye Koi Bdi KhbR Nhi

Parchhai Unki Hamare DiL Me H
Yaade Unki Hamari Aankho Me Hai
Kese Bhulaye Hum Unko aeDOST
Pyar Unka Hamari Sanso Me H.

Tere Dil Me Dosti Ki Buniyad Rkhege
Khud Ko Kaid Tujko Azad Rkhege
Khi Ho N Jye Gustaki Dosti Me
Isliye Hm Apne KAdAm Tere KAdmo KE Bad RAkheNge

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...