Nazim's poetry

Nazim's poetry

Saturday, August 20, 2011

Nazar Ne Nazar Se Mulakaat Kar Rahe Dono Ekdam Khamoshh Phir Bhi Baat Kar Li Kuchh Samay Baad Mohabbat Ki Fizaa Ko Tab Jaana Jab Khud Ko Akela Paaya Aur Tab Meri Inn Aankhon Ne Roe Roe Kar Barsaat Kar Li!

Meri Khamoshhi Thi Jo Seh Gayi Uski Yaadein Hi Ab Iss Dil Mein Reh Gayi Thi Shayad Uski Bhi Koi Majboorijo Meri Zindagi Ki Yeh Kahani Adhoori Reh Gayi
Woh Nadiyan Nahi Thi Aansu The Mere,Jis Par Woh Kashti Chalate Rahe,Manzil Mile Unhe Yeh Chahat Thi Meri, Isliye Hum Bhi Bina Ruke Aansu Bahate Rahe….
Hasne Ke Bad Kyon Rulati Hai Duniya,Jane Ke Bad Kyn Bhulti Hai Duniya.Zndgi Me Kya Kuch Kasar Baki Ti,Jo Marne Ke Bad Bi Jalati Hai Duniya,
Mohabbat Ka Ajeeb Karobaar Hum Ne Kiya,….Woh Bewafa Sehi Magar Pyaar Hum Ne Kiya Woh Chor Gayea To Mat Keho Bura Us Ko,…Qasoor Uska Nahe “Aitebaar” Hum Ne Kiya

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...