Nazim's poetry

Nazim's poetry

Thursday, August 18, 2011

Kuch Nahi Kehte Bas Aankh Bhar Ati He

Hue Phool Jab Kitabo Mein Mil Jayenge,
Bhool Se Phir Hum Tumhe Yaad Aayenge,
Ehasaas Hoga Hamari Chahat Ka,
Jab Dur Bahut Hum Tumse Chale Jayenge.
Woh Pal Aisa Tha Ki Inkar Na Kar Paaye,
Duniya Ke Dar Se Ikrar Na Kar Paaye…
Na Thi Zindagi Jiske Bina Mumkin,
Usne Chod Diya Aur Hum Sawal Na Kar Paaye.
Tere Pyaar Ko Trasa Hoon Janmon Se,
Ye Chahat Hai Meri Deewaani Sanam,
Tujhe Kaise Dikhaaon Eska Asar,
Kaise Mar Mar Ke Jeete Rahe
Kisi Ki Kashtiyonko Kinara Nhi Milta Kisi Ko Dhondne Se Shara Nahin Milta
Logon Ki Khushiya Bi Apni Hoti Ha Ihume To Gum Bi Humara Nhi Milta
Pyar Ka Ajib Sila Dia Hai Usne,
Meri Tanhaiyo Me Muji Ko Rula Dia Hai Usne,
Kehti Thi Meri Jaan Hai ,
Aaj Usi Jaan Ko Bhula Dia Hai Usne
Woh Kya Karenge Kadar Sharike Hayat Ki.Jinki Nazar Me Pyar Ki Kimat Zahej Hai…
Mana Ke Naseeb Me Koi Sanam Nahi,
Phir B Koi Gum Nahi,
Tanha The Or Tanha Jiye Ja Raha He,
Badnaseeb To Wo He Jinke Naseeb Me Hum Nahi
Hum Kisi Ki Mohabat Ka Jawab Kya De,
Khamosh Labon Ko Awaz Kya De,
Khud Mit Chuke Hai Kisi Ki Mohabat Me,
Kisi Ko Pyar Ki Saugat Kya De.
Na Pta Tha K Dil K Jgah Pathr Bi Hote He,
Na Pta Tha K Dil K Jgah Pathr Bi Hote He,
Hass K Nikal Jate He Woh,
Yaad Me Jinki Hum Raat Din Rote He
Sataoge Hum Ko Rulaoge Hum Ko Par Kis Tarha Bhula Paoge Hum Ko
Khuda Jane Kia Haal Ho Ga Tumhara Jab Kafan Mai Lipta Paoge Hum Ko…
Kabhi Wo Hum Pe Jan Dia Karte The..,
Jo Kehte They Wo Man Lia Karte The..
Kal Anjan Ban Kar Paas Se Guzar Gaye,
Wo Jo Door Se Pehchaan Liya Karte The.
Ye Jo Mousam Hai Guzar Jayega
Dil Uske Baad Shayad Behal Jayega Uski Bewfai Pe Maatam Kyu Kare
Mujhko Malum Tha Wo Ek Roz Badal Jayega
Krta Rha Jo Roz Mujh Se Uski Burai
Wo Shaks Ab Uska Tamanai Ban Gya
Wo Pehle B Meri Mohabat Nahi Thi Phir Kya Hua
Agar Koi Herjai Ban Gya
Use Udas Kar K Khud B Rona
Thaye Hadsa B Kabhi To Hona Thawo Mujhe Todkar Phir Jodti Rahi Aksar
Me Uske Vaaste Jaise Koi Khilona Tha…
Har Wqat Ek Ajeeb Sa Khayal Rhta Hai
Kb Honge Fasle Kam Ye Swal Rhta Ha Iwaqt Se Kehte Hain
Unhe Jldi Le Aaj Inke Bina Hr Pal Behal Rhta Hai
Khud Ki Mohabt Fana Kon Karega
Sab Nek Banege To Gunha Kon Karega
Ae Khuda Bewafa Sanam Ko Salamat Rakna
Warna Roz Meremarne Ki Dua Kon Karega
Shaam Udas Thi Subaah Udas Thi,
Kafan Me Lipti Hue Meri Laash Thi,
Ae Mere Gharwalo Muje Wahi Dafnana Jaha Meri Aur Uski Paheli Mulakat Thi
Roz Banti He Ek Nayi Gum Ki Kahani
Roz Zakhmo Se Apni Mulakat Hoti He
Ant Hota He Jis Fasane Ka Dard Bhara Kisi Hasi Se Uski Shuruwat Hoti He
Dil Ko Bas Uski Yad Aati He,
Wo Dil Ko Udas Kar Jati He,
Koi Puchta He Hame Pyar Kitna He Dil Me,
Kuch Nahi Kehte Bas Aankh Bhar Ati He


No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...