Nazim's poetry

Nazim's poetry

Tuesday, June 14, 2011

Marjata hai insaan Tut Jaatay hai Ghum bhi

Marjata hai insaan Tut Jaatay hai Ghum bhi
 Ek Roz Zameen Aaurh kay Saujaye Gay Hum bhi

 Shaam Aaaye Samandar mai Chala Dubnay Suraj
 Ek Roz Teray Dil say Utar Jayee Gay Hum Bhi

 Haa Half-e-Shauq say uthwaye Laykin
 Hum Log Wafa Daar hai Bay Qaul-o-Qasm Bhi

 Ek Shaks Kay Khaujany ka Dar Kyoo nahi Jata
 Yeh Boaj Meray Dil say Utar Kyoo Nahi Jata

 Manzil Per Pohanch Kar Bhi Usay Khauna Paray Ga
 Yeh Tah hai To Phir Shauq-e-Safar Kyoo Nahi Jaata.


No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...