Nazim's poetry

Nazim's poetry

Tuesday, May 3, 2011

I_ _ AJNABI_ _I

I_ _ AJNABI_ _I
Main usay kaise akela chor doon is raah mein
Sath jo chaltaraha majburiyon k baad bhi
Ban k khushbu bus gya hai yun mere ehsas mein,
Door ho paaya nai wo dooriyon k baad bhi
Rafta Rafta us ko bhi ye duniya raas aa gyi
Muskra k wo mila hai ranjishon k baad bhi
Faasle kab kam hue hain raabton k baad bhi
'Ajnabi' thay
'Ajanbi' hain
Mohabbaton k baad bhi.

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...