Nazim's poetry

Nazim's poetry

Saturday, March 5, 2011

TERI NIGAH TERI DILBARI NE YAAD KIA

TERI NIGAH TERI DILBARI NE YAAD KIA
ZAHE NASEEB MUJHE ZINDAGI NE YAAD KIA
ZAMANE MEIN IBADAT KE THIKANE AAOR HOTE HAI
JAHA JHUKTE HAI DIL WO AASTANE AOR HOTE HAI
RET KE GHAR KHULE MAIDAN ME BANATE RAHYEE
AOR ILZAAM HAWAOO PE LAGATE RAHIYEE
SABAT E GUL KA CHEDA TAZKARA TO BAAT KHULI
CHAMAN MEIN HUSN NAZAR KO BAHAR KAHTE HAI
SANA ZABAN PE MAGAR DIL ME NAFRATEEY PINHAAN
KHTA MAAF! YE DHOKA HAI DOSTI TO NAHI
NARMI AOR AHISTAGI SE PAON RAKHNE KI AADA
SEEKH LEYN SHABNAM K QATRE AAP KI RAFTAAR SE
SUBAH DAM ZULFEEN NA YUN BIKHRAAYE
LOG DHOKA KHA RAHE HAI SHAAM KA
KHOTE DAMOO BHI AGAR KOI KHARIDAR MILE
KON KAMBKHAT NA AB BECH HI DALE DIL KO
ALLAH NA DIKHAYE ALAM NOOR E NAZAR KA
BAH JAATA HAI AANKHO SE LAHO QALB O NAZAR KA

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...