Nazim's poetry

Nazim's poetry

Sunday, August 26, 2018

Dost Kya Khob

Dost kya khoob wafaoan ka sila dete hain
Har naye moad par ek zakhm naya dete hain
Tum se toh khair ghadi bharki mulaqaat rahi
Log sadiyon ki rafaqat ko bhooladete hain
Kaise mumkin hai dhuwaan bhi na ho aur dil bhi jale
کیسے ممکن ہے دھواں بھی نہ  ہو اور دل بھی نہ جلے 
چوٹ پڑتی ہے تو پتھر بھی صدا دیتے ہیں
Choat parti hai toh patthar bhi sadaa dete hai
Koan hota hai museebat mein kisi ka hai dost
Aag lagti hai to pattay bhi hawa dete hain
Jin pay hota hai bohot dil ko bharosa tabish
Waqt parnay pay wohee loag dagha dete hain
Har naye moad par ek zakhm naya dete hain

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...