Nazim's poetry

Nazim's poetry

Wednesday, March 5, 2014

Wo Janta Tha Mujhe

Phir Us Ne Kuch Or Na Kahaaa
Or Main Roo Diya Nazim 
Wo Janta Tha Mujhe 
Main Nehin Choro Ga Use
Issi Bat Ko Wo Soch Kar
Bass 
Ussi Raste Par
Chor Giyaaa Mujhe 
Chahta Tou Hai Mujhe
Wo Be Intihaaa 
Yehi Soch Kar 
Main Bhi
Intizaar Mein Baithaa Hon 
Mera Hi Hai Wo 
Mera Hi Tu Hai 
Jab Mujhe Sumjh Jaye Ga 
Tab Mera Srif Mera Ho Jaye Ga
Yehi Hai Umeed Mujhe

(Nazim Ali)






No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...