Nazim's poetry

Nazim's poetry

Friday, May 18, 2012

Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai

Aashiq Koyi Tum Sa Nahi
Tum Ishq Ki Pehchaan Ho
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai

Mere Mehboob Sanam Teri Chaahat Ki Kasam

Pyaar Mein Mar Mite Woh Yaar Nazar Aata Hai

Ek Masoom Sa Izhaar Nazar Aata Hai

Aankh Ladi Baat Badi Chain Luta Re
Neend Gayee Hosh Uda Dard Utha Re
Ab Na Khabar Mujhko Mere Shaam-O-Saher Ki
Bhool Gayee Main Tho Gali Apne Hi Ghar Ki
Dil Se Dil Jo Mile Ishq Ke Gul Khile
Ab To Pathjhad Mein Bhi Gulzar Nazar Aata Hai
Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Ek Masoom Sa Izhaar Nazar Aata Hai

Ab To Tamanna Hai Yunhi Khoyi Raahon Mein
Teri Hi Baahon Mein Sada Soyi Rahoon Mein
Main Bhi Teri Uljhi Huvee Zulfein Sajaun
Nili Si Aankhoon Mein Teri Doobta Jaaon
Kyon Rahen Dooriyaan Ab Koyee Darmiyaan
Bekaraari Mein Bhi Karar Nazar Aata Hai
Ek Masoom Sa Izhaar Nazar Aata Hai
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai
Mere Mehboob Sanam Teri Chaahat Ki Kasam
Mere Mehboob Sanam Teri Chaahat Ki Kasam
Pyaar Mein Mar Mite Woh Yaar Nazar Aata Hai
Teri Aankhon Me Mujhe Pyaar Nazar Aata Hai
Tu Hi Aashiq Tu Hi Dildaar Nazar Aata Hai
 
No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...