Nazim's poetry

Nazim's poetry

Friday, January 20, 2012

Na Wo Farishta Ho Na Farishton Jisa Ho

Na Wo Farishta Ho Na Farishton Jisa Ho,,
Mujhe Talash Hai Uski Jo Mere Jaisa Ho,,

Mere Khalos Ko Pehchanta Ho Bas Kafi Hai,,
Wo Koi B Ho Kahi B Ho Kaisa B Ho,,
Meri Muhabat Ko Pehchan Sake Wo Aisa Ho,,

Meri Khatir Wo Marna Ka Hosila Bhi Rakhta Ho,,
Agar Kabi Rooth Jaon To Muskura Kar Manay Wo Aisa Ho,,

Jo Baat Kare Nibhay B Iradon Mein Wo Apne Chatano Jaisa Ho,,
Dukhon Mein Hansne Ka Hunner Janta Ho
Ek Aisa Humsafar Ho Jo Samundar Ki Tarah Gehra Ho.

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...