meri ankho me nami ka hi samaN rehta hy
dil me ek dard jo muddat se jawaN rehta hy
wo jo kehta tha k bichraiN gy to mar jain gy
ab ye malom nahi hy k kahan rehta hy
ek usko meri chahat ki zarorat na rahi
wrna mera to talabgar jahaN rehta hy
wo smajhta hy k main bhol gya hon usko
khud se b ziyada mujhe jis ka dhyaN rehta hy
yon udasi mere sar pr hy musal'lat jese
jese dil pe koi zakhmo ka nishaN rehta hy

No comments:
Post a Comment