Kal raat
Kaale rang ka khara paani…
Saham gayaa thaa main,
Kaampgaya thaa main,
Deel dahal gayaa thaa meraa,
Khoon jamgaya thaa meraa,
Dekhkar kaale rang ka khara paani…
Kaamp
Deel dahal gayaa thaa meraa,
Khoon jam
Dekhkar kaale rang ka khara paani…
Tadap uutha main jaise machhli ho bin paani,
Darr tha mujhe kahin kho na jaaye meri vaani,
Keh raha thaa tere pyaar ki kahaani,
Dikhaa raha thaa mere intezaar ki nishaani,
Tere chehre par kaale rang kaa khara paani…
Darr tha mujhe kahin kho na jaaye meri vaani,
Keh raha thaa tere pyaar ki kahaani,
Dikhaa raha thaa mere intezaar ki nishaani,
Tere chehre par kaale rang kaa khara paani…
Khatm huaa teraa intezaar,
Aagayaa deel-e-betaab ko qaraar
Aagayaa deel-e-betaab ko qaraar
Kaise bataaoon tuumhe kee
Kaajal ghulaa hua ek kataraa aansoo,
Mere liye maut se bhi badtar hai… …….
Kaajal ghulaa hua ek kataraa aansoo,
Mere liye maut se bhi badtar hai… …….
No comments:
Post a Comment