Nazim's poetry

Nazim's poetry

Friday, February 28, 2014

Pal Bhar Ke Liye Bhi Tum

Kahin Toot Na Jaye 


Mere Dil Se Sansoon Ka Rishta ..


Pal Bhar Ke Liye Bhi Tum 


Mujh se ROotha Na Karooo..! ♥♥♥




Thursday, February 27, 2014

Tainu takda rawaan

Ishq bulavaaa, 
jaane kab aa way
Ishq bulavaa, 
aa way jab aa way
Main ta kol tere rehna
Main ta kol tere rehna
Main ta baitha kol tere
Tainu takda rawaan
Baaton pe teri, 
hansda rawaan
Pagal main khud nu, 
bananda rawaan
Tu hansdi raway, 
main hansaanda rawaan
Tainu takda rawaan

Ajeeb rangaan di, 
tu hai badi
Lage alag hi, 
jahaan di
Ajeeb rangaan di, 
tu hai badi
Lage alag hi, 
jahaan di

Aye toh nazraan nazraan, 
di gal ve
Tu vi sun le zara
Main taa kol tere rehna
Main taa kol tere rehna
Main taa rehna kol tere
Tainu takdi rawaan
Naina wich tere 
main vasdi rawaan
Paagal main khud nu 
bananda rawaan
Tu hansdi rawe, 
main hansanda rawaan
Tainu takda rawaan

Ishq duaavan, 
jaane kab aa way
Ishq duaavan, 
aa way jab aa way
Main ta kol tere rehna
Main ta kol tere rehna
Main taa baitha kol tere
Tainu takda rawaan
Baaton pe teri, 
hansda rawaan
Pagal main khud nu, 
bananda rawaan
Tu hansdi rawe, 
main hansanda rawaan
Tenu takda rawaan
Tainu takda rawaan
Baaton pe teri, 
hansda rawaan
Pagal main khud nu, 
bananda rawaan
Tu hansdi rawe, 
main hansaanda rawaan
Tainu takda rawaan










Tuesday, February 25, 2014

Main Kese Tere Liye Kuch Likhon..!!

Main Kese Tere Liye 
Kuch Likhon..!!
Raaton Ko Jaag Kar 
Kese Apne Lafzon Ko
Tere Qabil Banao
Main Janta Hon 
Mere Saare Alfaaz 
Jo Bhi Mere Hain 
Wo Tumhein Lafzon Mein 
Biyaan Nehin Kar Skte
Main Tou Chahta Hon 
Tumhare Liye Wo Sab Likhon
Jo Tumhein Mukamil Kr Dein 
Main Tere Liye Subha Ban Jao 
Raat Ko Tanhaa Chand Ka 
Asman Ban Jaon 
Teri Rahon Mein
Bich Jao 
Or Inhein Manzil Bana Don
Tere Liye Meri Zaat Bhi Or 
Tere Liye Meri Har Dua Bhi 
Tujhe Bin Mange Sab Ho Aata
Or Lag Jaye Meri Umer Bhi 
Main Tujh Aise Milon 
Rukh-e-Batil Ban Kar 
Jhootii Duniya Mein
Tera Dil Bhi Ban Jaon Main 
Nazim Tou Tujhe 
Itne Rangon Mein Biyaan Kare Ga
Dekhon Jo Khud Ko Ek Nazar Tou
Sabi Baharein Tumhari Ghulam Ban Jaye
Main Tujhe Kese Likhon Apna...!!
Or Main Kese Tere Liye 
Kuch Likhon..!!
(Nazim Ali)




Saturday, February 22, 2014

Tere Hone Ka Ahsas Nazim

Kuch Nehin Tou Kuch 
Elzaam Mere Naam Karo
Mujhe Azaad Karo 
Yaa Mujhe Badnaam Karo
Ye Jo Hai 
Tere Hone Ka Ahsas Nazim 
Tum Utaaron Apni Sansein Mujh Mein
Or Is Ahsas Ka Kaam Tamaam Karo
Chupaa Ke Kab Tak Rakhon Gaye 
Raaz-e-Mohabbat
Choro Bahana Koi 
Tum Ye Baat Saare Aam Karo
Challein Chal Rehi Hai
 Qimat Tadeer Se Mill Kar 
Karo Kuch ' Tarqeeb Lago 
Or In Dono Ko Nakaam Karo
Kya Hai Youn 
Sisak Sisak Ke Jeena Nazim 
Mil K Zindagi De Don 
Yaa Rok Ke Sansein Meri 
Zindagi Ki Shaam Karo
(Nazim Ali)


 

Thursday, February 20, 2014

Tu Mujh Se Hi Kar Pyaar

Kabhi Tu Mujhe Pukaar 
Main Baitha Hon 
Sab Kuch Haar 
Nehin Jiyaa Jata 
Ye Jeewan Tanhaa Ab
Tou Jo Srif Mera Hai 
Tu Mujh Se Hi Kar Pyaar 
Main Ab Or Kis Kis Ko Pocho 
Tera Pata Nazim
Tou Hi Tu Hai Mera Pata 
Aa Mere Sath Zindagi Guzaar
Tou Bhi Shayad Sumjh Na Paye 
Hal-e-Dil Sanam
Boht Tota Hua Hon 
Baith Ke Dekh Kabhi 
Hon Kitna Lachaar 
Kuch Bi Tou Nehin Hai 
Iktiyaar Mein Mere Nazim
Or Ab Main Kitna Chikhon Chillaao 
Dekh Youn Na Kar Inkaar 
(Nazim Ali)


Thursday, February 13, 2014

Koi Sa Bhi Rang Bharon

Aj Banao Ga Main 
Us Ki Tasveer Ko
Kuch Aise Rangon Se 
Koi Sa Bhi Rang Bharon 
Wo Wafa Ka Pekar Rahay
Aj Uttaaron Ga Us Ko Main
Itne Rangon Mein 
Wo Khud Ko Dekh Kar 
Muskara De Gi 
Or Kehay Gi
Kamal Hai 
Ye Sare Rang 
Pehle Kahan The  Mujh Mein
Aj Don Ga Main 
Wo Rang Use 
K Jiss Rang Mein Bhi 
Wo Hath Daalay 
Use Satt Rangi Kar De
Tum Hi Tou Ho 
wow Kahan The Tum Nazim 
Mere Guman Mein 
Jo Ek Khaakaa Tha 
Wo Hi Tu Ho Tum Nazim
(Nazim Ali) 




MasOom Guriyaa

Batein Mohabbat Ki 
Or Kuch Pane Ki Khawhish
MasOom Guriyaa 
Tere Khawab Hain Teri Duniyaa 
(Nazim Ali)

Tuesday, February 11, 2014

Ye Alfaz Bol Uthe Hain

Kiyaa Hai Uske Dil Mein 
Ye Alfaz Bol Uthe Hain
Wo Khamosh Hi Sehi 
Magr 
Ye Lafaz Bataa'te Hain 
Boht Chupaa Rekhi Hai Mohabbat
Us Ne Apne Dil Mein
(Nazim Ali)

 

Teri Aankhon Ke Siwa

Humein Aata Hai Sakon
Is Liye Tere Pass Chaly Aate Hain
Warnaa Maikhane Or Bhi Boht Hain 
Teri Aankhon Ke Siwa

Mere Bina Tou Bhi Kehin

Mere Bina Tou Bhi Kehin 
Khoyiii Rehiii
Main Bhi Kehin 
Khoyaa Rahaa 
Kuch Andazaa Na Tha Mujhe 
Yehi Har Bar
Hotaa Rahaa
Tou Bhi Kabhi 
Soyiii Na Thiii
Or Main Bhi Jaghtaa Rahaa
Tou Ne Bhi Chaha Boht 
Khawabon Mein Mujhe 
Or Main Bhi Yehi Mohabbat
Bass Dhoundtaa Rahaa
Aisaa Samaa Pehle Kabhi
Ayaa Na Thaa
Issi Raste Ki Dhun Mein 
Main Magan Rahaa
Ab Kese Main Kron 
Shukar Aada Rabb Ka 
Tum Hi Tu Ho Bass Tum Ho
Or Ab Main 
Umer Bhar Ka Mashkoor Rahaa 
( Nazim Ali )




Monday, February 10, 2014

Wo Sunta Chala Giya Nazim

Main Pukartaa Chala Giyaaa

Wo Sunta Chala Giya Nazim

Wo Aa Kar Guzar Giya Samne Se

Or Mujh Se Rokaa Na Giyaaa
 
(Nazim Ali)




Shudaai BOht Haiiiiii....

Logo Se Taraaaf 
Na Koi Jan Na Pehchan...

Dil Hai K Is Bazam Ka 
Shudaai BOht Haiiiiii....

Ankhein Khuli Hi Reh Gayi Nazim

Dekha Tujhe Tou 
Ankhein Khuli Hi Reh Gayi Nazim
Jane Kesi Dilkashi Thi 
Main Chor Aya Khud Ko Wohi
(Nazim Ali)




Friday, February 7, 2014

Toota Hua Nikalaa Nazim

Wo Bi Meri Tarhaa 
Toota Hua Nikalaa Nazim 
Maine Jinta Chaha Chu Lon Asman
Wo Utne Hi Rangon Mein 
Bickhra Nikalaa Nazim
( Nazim Ali )


Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...