Nazim's poetry

Nazim's poetry

Thursday, February 13, 2014

Koi Sa Bhi Rang Bharon

Aj Banao Ga Main 
Us Ki Tasveer Ko
Kuch Aise Rangon Se 
Koi Sa Bhi Rang Bharon 
Wo Wafa Ka Pekar Rahay
Aj Uttaaron Ga Us Ko Main
Itne Rangon Mein 
Wo Khud Ko Dekh Kar 
Muskara De Gi 
Or Kehay Gi
Kamal Hai 
Ye Sare Rang 
Pehle Kahan The  Mujh Mein
Aj Don Ga Main 
Wo Rang Use 
K Jiss Rang Mein Bhi 
Wo Hath Daalay 
Use Satt Rangi Kar De
Tum Hi Tou Ho 
wow Kahan The Tum Nazim 
Mere Guman Mein 
Jo Ek Khaakaa Tha 
Wo Hi Tu Ho Tum Nazim
(Nazim Ali) 




No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...