Nazim's poetry

Nazim's poetry

Monday, December 30, 2013

Kheech Raha Ho Dum

Charon Janib Phail Giya Hai
Ek Rasta Ek Ghum 
Jese Koi Dheery Dheery
Kheech Raha Ho Dum
Charon Janib 
Jahan Bhi Jaaon
Sath Mein Tera Rasta Bhi Aa Jaye 
Jese Naari Gut Leharaye Yaa
Nagin Bal Khaye 
Youn Bhi Na Koi Dil Walon Ke 
Tan Man Mein Bass Jaye 
Charon Janib
Dil Se Tere Darwaze Tak 
Teri Aas Beechi Hai
Jahan Jahan Tak Nazarein Jayein 
Peeli Gaas Beechi Hai
Sath Mein Ek Rasta Hai
Jiss Par Teri Baas Beechi Hai
Charon Janib Phail Giya Hai
Ankhon Mein Kuch Aan Bassa Hai 
Mujh Ko Aisa Lage
Yaa Koi Khawaish Bal Khaye 
Yaa Koi Sapne Jaagy
Yaa Tera Rasta Hai Jaana
Dil Ke Aage Aage 
Charon Janib Phail Giya Hai
Ek Rasta Ek Ghum 
Jese Koi Dheery Dheery
Kheech Raha Hon Dum



 
 
 
 

مری اک زندگی ہے


مری اک زندگی ہے ۔۔۔ جو تمہاری زندگی سے مختلف ہے
کوئی انہونی تمنا ۔۔۔ جو تمہاری آرزو سے مختلف ہے
ایک ویرانی کی خوشبو
جو تمہارے شہر کے ہر رنگ و بو سے مختلف ہے

زندگی میری وہ قریہ
سائے کے مانند جس میں دھوپ آتی ہے
خموشی کی طرح آواز
پرچھائیں کی صورت لوگ
دھوکے کی طرح دنیا
کوئی گھر ۔۔۔ جس کی اک دہلیز ہے
دہلیز سے آگے ہے در
در میں ہے اک دیوار
دیواروں سے آگے اور دیواریں

کوئی کمرہ ۔۔۔ اندھیرے سے چمکتا ۔۔۔ خامشی سے گونجتا
گہرے اندھیرے کے نہاں خانے میں جیسے
خواب کے روزن سے آتی روشنی میں ، دور تک پھیلا ہوا رنگیز
جس میں خاک کا ہر ایک ذرہ جگمگاتا ہے
مری نظروں کی زد میں ۔۔۔ دسترس سے دور
راتوں کے سرہانے جاگتے دن میں
یہ دردائی ہوئی آنکھیں ۔۔ گزرتے وقت کو
اک بے توجہ آشنائی سے مسلسل دیکھتی ہیں
سامنے گھنٹے ، منٹ، سیکنڈ ۔ ۔ ۔ ۔
یکساں دائرے میں چلتے رہتے ہیں

ازل کی پہلی ساعت میں
مرے حصے کا سارا وقت ٹھرا ہے
ابد کی سمت بہتی ۔۔۔ اک کہانی ہے مری
لیکن تمہاری داستاں سے مختلف ہے

جو اداسی چھا رہی ہے ایک لمحے کو ۔۔۔ تمہارے نرم دل پر
میرے دل کی مستقل آزردگی سے مختلف ہے
میری بھی اک زندگی ہے
جو تمہاری زندگی سے مختلف ہے

Saturday, December 28, 2013

Or Bas..


Or Mein Rootha Hon Apne Aap Se

Or Tu Mujh Se Khafa Hai Or Bas..

Friday, December 27, 2013

Is dard e dil ki sifarish



Dil mera hai na-samajh kitna
Besabar yeh bewakoof bada
Chahata hai kitna tujhe..
Khud magar nahi jaan saka

Is dard e dil ki sifarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah..

Is dard e dil ki sifarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah..

Kya hua asar tere sath reh kar na jaane 
Ki hosh mujhe na raha
Lafz mere jo zubaan pe aake ruke
Par ho na sake woh bayaan

Dhadkan tera hi naam jo le
Aankhein bhi paigam yeh de
Teri nazar ka hi yeh asar hai
Mujh pe jo hua..

Is dard e dil ki sifarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah..

Is dard e dil ki sifarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah..

Tu jo mila to zindagi hai badli
Main poora naya ho gaya
Hai beasar duniya ki baatein badi
Ab teri sunoon main sada
Milne ko tujhse bahaane karoon
Tu muskuraye wajah main banoon
Roz bitana saath mein tere 
Sara din mera...

Is dard e dil ki sifarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah..

Is dard e dil ki sifarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah..

Is dard e dil ki sifarish 
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah.. 

Is dard e dil ki sifarish 
Ab kar de koi yahaan 
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah.. 





Tuesday, December 24, 2013

پھر بھی احوال یه هے


اپنی آنکھ په تیرے هاتھ کا سایه کر کے
تیرے همراه میں سورج کی تمازت دیکھوں
اس سے آگے نهیں سوچا دل نے
پھر بھی احوال یه هے
اک بھروسا هے که دل سبز کیے رکھتا هے
اک دھڑکا هے که خون سرد کیے رکھتا هے

اپنی سانسوں سے بھی


کوچہ جاں میں یونہی رات گئے پھیلتی ہے
چند بکھرے ہوئے،ٹوٹے ہوئے خوابوں کی کسک
جیسے سوکھے ہوئے بےجان گلابوں کی مہک
سوچ . . ایسے میں در_یار سے ٹھکرائے ہوئے
اپنی سانسوں سے بھی

ہم اسیران وفا، زہر_جفا کھائے ہوئے
کس طرح جینے کا سامان کیا کرتے ہیں؟

دھڑکن سے بھی اکتائے ہوئے'اور ہر روز___ میری جان کیا کرتے ہیں___!!

December Ki Baat Mat Karo

December Ki Baat Mat Karo 
Youn Mujhe Cher Kar
Tanhaa Tanhaa Jalta Rahaa Saal Bhar
Or December Mein Bass 
Dhuwaa Uthaa Rahaa 
( Nazim Ali )





Monday, December 23, 2013

Shayad Koi Apna Mil Jaye

Dur Boht Dur Se 
Shayad Koi Apna Mil Jaye 
Ghum Ke Beech Jee Raha Hon
Shayad Koi Dusraa Hum Sa Mil Jaye
Boht Tanhai Chaayi Hai
Roh Tak Bojal Hai Nazim 
Jo Dekhta Hai Chhup Chhup Ke
Shayad Naseeb Us Se Apna Mile Jaye
Keh Don Main Apne Dil Ki 
Saari Batein
Wo Pukare Mujhe Or
Shayad Meri Qismat Se Wo Mil Jaye
Sun Aye Tanhai
Use Keh Dena
Kami Nehin Hai 
Shayari Mein Meri ' Han
Shayad Us Ke Anne Se Kuch Or Nikhar Jaye
( Nazim Ali )



Sunday, December 22, 2013

Aayiney mein kharra

Uljhi nigahon se
musalsal mujhe dekhta raha,
Aayiney mein kharra 
shakhss pareshan bohat tha..

Wo Khawab Mere Kab The

Phool Bhi Abbr Bhi Mehtab Bhi
Mere Kab The
Mere Jo Khawab The
Wo Khawab Mere Kab The 
Hath Tera Hi Tha 
Sab Meri Ruton Ke Pichay
Baag Jo Sabaz The Shadab The 
Mere Kab The 
Mere Seene Ke Jo Sehraa The
Kahan The Mere 
Meri Ankhon Ke Jo Selaab The
Mere Kab The 
Kab Mere Paas 
Kitabon Ke Siwa Bhi Kuch Tha 
Tareekh Ke Kuch Baab The 
Mere Kab The 
Main Tou Is Piyas Ka Waris Hon 
K Banjar Pan Ka 
Gaao Ke Jo Khait Seraab The
Mere Kab The 



 

Hathon Mein Phool

Hathon Mein Phool
Aankhon Mein 
Khawab Liye Koi
Ek Umer Se Hai
Raah-e-Wafa Mein Khara Hua

 

Saturday, December 21, 2013

Wo Mera Khawab Hi Tou Hai

Main Jiss Mein Kho Giya Hon
Wo Mera Khawab Hi Tou Hai
Yak Do Nafas Namood Sehi 
Zindagi Tou Hai
Jalti Hai Kitni Dair 
Hawaon Mein Mere Sath
Ek Shama Phir Mere Liye
Roshan Tou Hai
Jiss Mein Bhi Dhal Gyi 
Use Mehtaab Kar Gyi
Mere Lahoo Mein Aisi Bhi
Ek Roshani Tou Hai
Parchayion Mein Doobta 
Dekhon Bhi Mehar-e-Umar
Or Phir Bacha Na Paaon 
Ye Bechargi Tou Hai
Tou Booy-e-Gull Hai
Or Pareshan Hua Hon Main
Dono Mein Ek Rishta
Arwaagi Tou Hai
Aye Khawab Umer
Khawab-e-Girezaan Ki Saaitoo
Tum Sun Sakon Tou 
Baat Meri Kabil-e-Zikar Tou Hai


 

Or Wohi Main

Ab Tak Wohi Khawab Hain 
Wohi Main
Wohi Mere Jawab Hain
 Or Wohi Main

Friday, December 20, 2013

Ujjalo Mere Liye Tum Jago

Ek Raat Main So Jaon
 Ujjalo Mere Liye 
Tum Jago
Ek Shabnum 
Hath Rekho
Seene par 
Lamas jagay
Tou Lab Mehkaao
Sanas Mein Phool Khilaao
Hawa Chale Tou
Palakon Par Taare Barsao
Neend Ke Par Phailay Jayein
Phir Khawab Sumander jago
Ek Raat Main So Jaon
 Ujjalo Mere Liye 
Tum Jago




Thursday, December 19, 2013

Mukamal Ek Nia Chehra

Main Khud Ko 
Is Qabil kab Sumjhta Tha 
Tha Kiss Mein Itna Hosla 
K Apne Khawab Ko Chu Le
Magr Ek Be Sada Aahat Pe 
Jab Ye Khawab Tota Tou
Manzar Hi Kuch Or the
Na Wo Gul Nar Sa Chehra
Na wo Khawab Beida Si Ankhein
Na Sayah Dar Wo Palakien
Na Khushbo Mein Rachi Sansein
Na Shehad Agein Se Lub Us Ke 
Na Un Par Haraf-e-Gull Koi
Mukamal Ek Nia Chehra
Mukamal Ek Nia Lehjaa
Wo Is Ka Youn Badal Jana 
Tou Is Ki Ek Zarorat Thi
Khula Mujh Par 
K Is K Pass Jeene Ki Fiqat  
Ye Ek Zarort Thi
Wagarna Is Mein Kya Shak Hai
Use Mujh Se Mohabbat Thi




میں خود کو اس کے قابل کب سمجھتا تھا
تھا کس میں حوصلہ اتنا کہ اپنے خواب کو چھُو لے
مگر اک بے صدا آہٹ پہ جب یہ خواب ٹوٹا تو
مناظر اور ہی کچھ تھے
نہ وہ گلنار سا چہرہ، نہ وہ خوابیدہ سی آنکھیں
نہ سایہ دار وہ پلکیں، نہ خوشبو میں رچی سانسیں
نہ شہد آگیں سے لب اُس کے
نہ اُن پر حرفِ گل کوئی
مکمل اک نیا چہرہ
مکمل اک نیا لہجہ
وہ اس کا یوں بدل جانا تو اس کی اک ضرورت تھی
کھلا مجھ پر کہ اس کے پاس جینے کی فقط یہ ایک صورت تھی
وگرنہ اس میں کیا شک ہے، اُسے مجھ سے محبت تھی

Wednesday, December 18, 2013

Pehli Baraf Bari Mein

Lutaf Sogawari Mein
Ghum Ki Aabari Mein
Hum Mile Mohabbat Ki
Pehli Baraf Bari Mein
Ghar Se Kon Nikale Ga 
Itni Sang Bari Mein
Ek Sakon Shamil Hai
Dil Ki Beqarari Mein
Umer Saari Guzaari Hai
Kitni Sogawari Mein
Ek Farab Lagta Hai
Is Ki Inkasaari Mein





لُطف سو گواری میں
غم کی آبیاری میں

ہم ملے محّبت کی
پہلی برف باری میں

گھر سے کون نکلے گا
اِتنی سنگ باری میں

اِک سکون شامل ہے
دل کی بے قراری میں

عُمر ساری گُزری ہے
کِتنی سو گواری میں

اِک فریب لگتا ہے
اس کی اِنکساری میں

Tuesday, December 17, 2013

Adusiyon Ke Azabon Se

Adusiyon Ke Azabon Se 
Pyar Rehti Hon
Nafas Mafas Mein 
Shab-E-Intizar Rehti Hon
Ye Dekh Kitni Munwar Hai 
Meri Tanhaai
Chiragh, 
Baam-e-Maza Par Hazaar Rehti Hon
Na Chand Hai Na Sitaraa 
Na Koi Jagnu Hai
Naseeb Mein Kai Shab 
Haye Taar Rehti Hon
Kahan Se Aaye Ga 
Neelay Samanderon Ka Nasha 
Main Apni Ankh Mein 
Ghum Ka Khumar Rehti Hon
Misal-e-Barq Chamakti Hon 
Beqarari Mein
Main Roshani Ki Lapak 
Barqarar Rekhti Hon
Jalli Hui Sehi 
Dashat-e-Firaq Mein Lekin 
Kisi Ki Yaad Se 
Dil Purbahar Rekhti Hon





اداسیوں کے عذابوں سے پیار رکھتی ہوں
نفس نفس میں شبِ انتظار رکھتی ہوں

یہ دیکھ کتنی منور ہے میری تنہائی
چراغ، بامِ مژہ پر ہزار رکھتی ہوں

نہ چاند ہے نہ ستارہ نہ کوئی جگنو ہے
نصیب میں کئی شب ہائے تار رکھتی ہوں

کہاں سے آئے گا نیلے سمندروں کا نشہ
میں اپنی آنکھ میں غم کا خمار رکھتی ہوں

مثالِ برق چمکتی ہوں بے قراری میں
میں روشنی کی لپک بر قرار رکھتی ہوں

جلی ہوئی سہی دشتِ فراق میں لیکن
کسی کی یاد سے دل پُر بہار رکھتی ہوں

محل میں سینکڑوں کمرے ہیں


ہماری زندگی کو اب خوشی سے خوف آتا ہے

محل میں سینکڑوں کمرے ہیں
جن کی بیسیوں رہداریاں ہیں
بیسیوں رہداریاں ۔۔۔ پر پیچ ۔۔۔ پر اسرار،
خوشیاں جن میں رنگا رنگ
چمکیلے ، بھڑکتے پیرہن پہنے، گزرتی ہیں
بہت اِ ترا کے چلتی، جھانجھنیں جھنکاتی
اور بے وجہ اکثر کھلکھلاتی
غم زدوں کا منہ چڑاتی

غم، کسی ویران حجرے میں
بہت سنسان گوشے میں
بڑی بیچارگی سے منہ چھپاتا ہے،
محل میں اب کسی کو
اس سے ملنی کی ضرورت ہی نہیں ہے
سچ یہ ہے اس کو
محل میں پاؤں رکھنے کی اجازت ہی نہیں ہے

زندگی
بوسیدہ کپڑوں میں جواں تن کو چھپائے
شہر کی پر شور سڑکوں سے گزرتی ہے
پھٹے جوتوں میں اس کے پاؤں جلتے ہیں
گلابی گال ۔۔۔ لمبی دھوپ کی یکساں تمازت سے
پگھلتے ہیں،
رفاقت کے لیے ترسی ہوئی ہے زندگی
منزل سے ہے ناآشنا
ہونے نہ ہونے کی ادھوری کشمکش میں مبتلا

غم، راستے پر زندگی کو دیکھتا ہے
دیکھتا رہتا ہے ۔۔۔۔۔
آخر زندگی پلکیں اٹھاتی ہے
محبت کے لیے ترسا ہوا غم، مسکراتا ہے
محل کے اک جھروکے سے کوئی تالی بجاتا ہے
 
 
 

Main Khud-Kushi ke Jurm ka

میں خودکشی کے جرم کا
 کرتی ہوں اعتراف..
اپنے بدن کی قبر میں
 کب سے گڑی ہوں میں..
Main Khud-Kushi ke Jurm ka 
Kerti hun Aitraf
Apne Badan ki Qabr Mein 
Kb se Ghari Hun Main

کدھر گئیں شامیں؟


کہاں گئی ہیں وہ صبحیں، 
کدھر گئیں شامیں؟
کہاں گئے وہ طلوع و غروب کے منظر؟
نہ ظلمتیں، نہ اجالے، نہ رات اور نہ دن
یہاں سے حد نظر تک ہے ملگجی سی فضا
بچھا ہوا ہے زمیں پر بسیط سناٹا
صدا کہیں سے بھی آتی نظر نہیں آتی
سماعتوں پر گھنی خامشی کے پہرے ہیں



گزرتے پل کے ہونٹ پر


خزاں کی زرد شال پر وہ پھول کاڑھتی رہی
اُجڑتے ماہ و سال پر وہ پھول کاڑھتی رہی
دِلوں کے مرغزار میں
عجب اُداس شام تھی
گزرتے پل کے ہونٹ پر
وہ منتشر سا نام تھی

دکھوں کی تند دھار پر
لہولہان انگلیاں
مگر وہ سانس سانس اپنی عمر کے لباس پر
لہو کشیدتی رہی
گلاب سینچتی رہی
خزاں کی زرد شال پر اُجڑتے ماہ و سال پر 
وہ پھول کاڑھتی رہی وہ پھول کاڑھتی رہی
 
 
 
 

YE CHORIYAN

TERI KALAI JO PAKRON TOO 
SHOR MACHATI HAIN BUHUT"
"YE CHORIYAN AKHIR TERY LAGTI KYA HAIN"

محبت بوجھ بنتی ہے


محبت بوجھ بنتی ہے
جب تم کو یاد کرتی ہوں
آسیب کی طرح میرا پیچھا کرتی ہے
جب تیرا نام لکھتی ہوں شعروں میں
الفاظ رونے لگتے ہیں
تمہاری جدائی سانپ بن کر
رگ رگ میں زہر گھولتی ہے
یا پھر کسی تعویز کا روپ دھار کر
گھر کی دہلیز پہ ڈولتی ہے
محبت بوجھ بنتی ہے
جب تم کو یاد کرتی ہوں

Kho Do To Sirf Kahani Hun main

Agar Rakh Sako To Ek Nishani hun main,
Kho Do To Sirf Kahani Hun main,

Rok Paye Na Jisko Yeh Saari Duniya,
Woh Ek Boond Aankh Ka Pani Hun Main,

Sabko Pyaar Dene Ki Aadat Hai Hume,
Apni Alag Pahchan Banane Ki Aadat Hai Hume,

Kitna Bhi Gehra Zakhm De Koi,
Utana Hi Zyada Muskurane Ki Aadat Hai Hume,

Iss Ajnabhi Duniya Mein Akela Khwaab Hun Main,
Sawalon Se Khafa Chota Sa Jawab Hun Main,

Jo Samaj NA Sake Mujhe Uske LIye"KAUN",
Jo Samaj Gaye Unke Liye Khuli Kitab Hun Main,

Aankhon Se Dekhoge Toh Khush Paoge,
Dil Se Puchoge Toh Dard Ka Sailab Hun Main,

"AGAR RAKH SAKO TO NISHANI,
KHO DO TOH SIRF EK KAHANI HUN MAIN."




Monday, December 16, 2013

Tere Liye Dil Ki Batein....


Sometimes You Just Got To Accept 
That Some People Can Only 
Be In You Heart,
 Not In You Life. 






Mujhe Talash Hai Ek Ruh Ki, 
Jo Mujhe Dil Se Payar KaRe

Warna Insaan To Paison Say Bhi 
Mil Jaya Karte Hain








Meri Tanhai Ko Zaroorat Hai Tumhari

Ager Ijazat Ho To Yadoon Me Basa Lun Tum Ko







Aik Manzil Pay Ruk Gai Hai Hayaat

Yeh Zameen Jesay Ghoomti Hi Nahi







I Don’t Need Someone 
Who Sees The Good In Me, 
I Need Someone 
Who Sees The Bad 
And Still Wants Me.







Muhabbat, Chahat, Wafa Kuch Bhi Nahi
Zindagi Gamo K Siwa Kuch Nahi

Tumhare Pass Sub Kuch Hoga Magar
Mere Pas Sawaye Tumhare Kuch Nahi







Kabhi Bitha K Samne 
Poochain Gay Teri Ankhon Say

Kis Ne Sikhaya Hai Inhain 
Her Dil Mein Utar Jana







Sometimes You Have To Get So Lost, To Find Yourself Again. When You do, It’s Like a Whole New You. The One You Once Were, But 100 Times Stronger!







Happiness Is the Highest Level Of Success.







Tumhara Naam Lene Say
 Mujhe Sab Jaan Jate Hain
Mein Wo Khoi Hoi Cheez Hon, 
Jis Ka Pata Tum Ho











Darta Hun 
Pagal Hi Na 
Mujh Ko Kar Dale

Raat, Samandar,
 Chand, 
Safar Aur Yeh Khamoshi ! 








Do What You Feel In Your Heart To Be Right
For You’ll Be Criticized Anyway.







You Never Make 
the Same Mistake Twice.
The Second Time You Make It,
 It is No longer a Mistake. 
It Is a Choice.







Kalai Na Pakra Karo,
 Na Hi Paas Aya Karo

Baat Chooriyon Ki Nai, 
Jazbaaat Machal Jate Hain






Ru Baru Mushkil Hua 
Us Ko Batana Haal-e-Dil
Lag Raha Tha Asaan Kitna,
 Aainay K Samne






Tujhe Lekar Bahon Mein
Mohabbat Karte

Dekhte Teri Aankhon Mein
Neend Ka Khumar

Apni Khoi Hoi Neendon Ki
Shikayat Karte

Teri Aankhon Mein Apna Aks
Dhondte

Khud Se Bhi Ziyada Tujhe
Chaha Karte

Ek Dil Hi Tha Wo Bhi Tere Paas
Hai

Raat Bhar Jaag Ke Kis Ki
Hifazat Karte

Mere Mazhab Mein Shirk
Haraam Hai

Warna Dil-O-Jaan Se Teri Ebadat
Karte



Main Khud Hairaan hoon 
Apne Sabar ki Inteha Dekh kar
Tum ne Yaad krna Chorh dia
 main ne Intezaar krna Nahin
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...