jo zakhm tu nay diye thay
woh bhertay jatay hain
charhay hoay thay jo dariya
utartay jatay hain
yeh ahel_e_shahr_e_wafa hain
ajab bahar parust
sarooo kay phool faseelo’n pay
dhertay jatay hain
nahi hai aur tu kuch bhi
hamaray hatoo’n main
siva_ye_arz_e_tamman
na so kertay jata hain........~
No comments:
Post a Comment