Nazim's poetry

Nazim's poetry

Tuesday, March 12, 2013

Muskarana Wohi Log Chahte Hain

Toot Kr Bikhar Jate Hain Jo Log

Asal Mein Muskarana Wohi 

Log Chahte Hain 

Kyun Ke Dikhawe Ki Muskarhat Ka Dard 

Tou Koi Dukhi Insan Hi Bata Skta Hai

Or Koi Bi Dukhi Insan

 Ye Nehi Chahta

 K Koi Dusraa Us K Halaat Ko Jane 

Issi Liye 

Khali Khali Muskarate Hain Wo Log

Asal Mein Wo Apne 

Dard Chupa Rehe Hote Hain

Jinhein Hum Muskarahat 

Sumjhte Hain

 Or Shayad Muskarana 

Un Ki Majbori Ban Jati Hai

Wo Is Liye K

Koi Un Ka Uttra Hua Chehra Dekh Kr

Unko Mayous Dekh Kr

Un Par Ungli Na Uthaye

Unhein Badnam Na Kr De

Is Liye Reza Reza Ho Jate hain wo log

Asal Mein 

Muskarana Wohi Log Chahte Hain 


(NazimAli)





No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...