main pa saka na kabhi is khalish se chhutkara
vo mujh se jeet bhi sakta tha jane kyon hara
baras ke khul gaye aansoo nikhar gaee hai fiza
chamak raha hai sare-sham dard ka tara
kisi ki aankh se tapkaa tha ik amaanat hai
miri hatheli pe rakkha hua ye angaara

No comments:
Post a Comment