Nazim's poetry

Nazim's poetry

Tuesday, February 7, 2012

Mehfily may kasha, kocha-e dilbara

Mehfily may kasha, kocha-e dilbarahar jaga ho lieye ab chaly kaha Maslihat chati hy ke manzil milyor dil dhondta hy koi karwa-n Chandi bhi meri tarah herat may hychup gia koi awaz dy kar kaha Jani pehchani hy har ada, har nazarha-n magar ye ny yad ke dekha kaha Raat yon gham ny phir dil may awaz dijesy sehrah ki masjid may shab ki aza-n Gird urd urd ke muin apna dekha karyrakhi hy rah may aeyno ki duka-n Kuch tu may bhi dil ka kamzor hokuch mohabat bhi hy fitratan badguma Tazkira koi ho zikar tera rahaawal-o-akharsh, darmiyan darmiyan Jany kis des sy dil may a jaty hychandni raat may dard ke karwa-n Darmiya-n may na laeyn khuda ko hum bhibas wahi wo sy jis ki hy dasta-n Badar sshab idhar ka na rukh kejeyewali, lahore may shehar jadogara-n

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...