Nazim's poetry

Nazim's poetry

Friday, September 30, 2011

jab tum mere saath thi hum mohabbat pe likh lete the,

jab tum mere saath thi hum mohabbat pe likh lete the,
tumhaari judai me hum tumhaare ghum me likh lete the,
ab na to tum mere saath ho na hi meri kalam meri hai,
kal tak tumhari yaadein thi to unhi pe likh lete the,

wo kuch haseen pal jo humne bitaayein hain saath mein,
wo kuch haseen khwaab jo hote the hamare din raat mein,
kya ise achcha kahun ya kahun bura soch raha hoon main,
yahi to kuch baatein thi jinhe soch ke hum likh lete the,

jane kyun tumhe bhul chuke hain tab bhi yaad karte hain,
aur jab tum humein yaad aati ho to bhulna chahte hain,
tumhaare jaane se tumhe bhulaake kalam se chahat ki thi,
tumhaare har andaaz ko soch kuch na kuch likh lete the,

ab to lagta hai kalam ko bhi kuch narazgi ho gai hai humse,
tumhaare chale jaane se kalam ko bhi nafrat ho gai hai humse,
ab tanha raaton ko khamoshi se tanhaayion me guzaar lete hain,
warna pehle ghum bhulaane ke liye hum kuch likh lete the...


ab insaano me insaaniyat hi nahi rahi,

ab insaano me insaaniyat hi nahi rahi,
log khoon ke rishtey bhool jaate hain,

matlabi duniya aur matlabi log hain yahaan,
dosti karke log nibhaana bhool jaate hain,

mohabbat to bahut dur ki baat hai aajkal,
log pyaar se haath milana bhool jaate hain,

amiri garibi ka fark bahut jyaada hai,
log aaj apna astitwa bhool jaate hain,

kisi ko pahuchaye chot ka ehsaas kya hoga,
yahan to log qatl tak karke bhool jaate hain...



Thursday, September 29, 2011

Kisi ke hothon ki muskaan ban sakta hoon

Kisi ke hothon ki muskaan ban sakta hoon


aaj itne ghum hain mere paas ki unhe bech k main lakhpati ban sakta hoon,
aasuon ki itni baarish hoti hai aankhon se ki main saagar ban sakta hoon,

aaj itna andhera hai meri zindagi me ki main har pal raat ban sakta hoon,
itni khamoshi hai meri dhadkano me ki main chain ki neend ban sakta hoon,

par ye na socho ki chahat ka naata khatam ho chuka hai hamari zindagi se,
zaraa koshish to karke dekho main ab bhi kisi ki mohabbat ban sakta hoon,

haan ehsaas hai mujhe ki is zindagi ne mujhe ghum ke siwa kuch bhi nahi diya,
par kyun is zindagi ko badnaam karun main bhi kisi ki zindagi ban sakta hoon,

zindagi ke safar me itni thokrein khai hain maine aur itna dard hai mere paas,
par jaane kyun mujhe lagta hai ab bhi kisi ke hothon ki muskaan ban sakta hoon.

Mohabbat ya dard


Mohabbat ya dard

kya mohabbat usi ka naam hai jisme hum tutke bikhar jaate hain,
kyun kisi ka sahara banne ki wajaye sahara maangte firte hain,
mohabbat karke hum itne drid ho jaate hain apne sankalpo mein,
fir kyun usi mohabbat ke tutne se hum khud bhi tut jaate hain,
mohabbat , ye naam sunne me bahut pyaara sa lagta hai,
par sach kaho kya sach me ye itna pyaara hi hota hai,
agar ye hota itna khoobsurat itna hi suhana to kyun fir,
mohabbat karne waala khud ko aansuon me hi dubota hai...

Nahi keh sakte


Nahi keh sakte


kisi ke gunaahon ki sazaa kisi aur ko nahi de sakte,
kisi ki bewafai ke kaaran ishq ko dard nahi keh sakte,

ishq to meetha nasha hai to saanso me samaa jaata hai,
ek baar mar jaane se ishq ko zeher to nahi keh sakte,

kisi hawa ke jhaunke se dil tutke bikhar sakta hai,
par har hawa ke jhaunke ko toofaan to nahi keh sakte,

hote hain kuch log jo pyaar chhal ke liye karte hain,
par har aashiq ko iske liye bewafaa to nahi keh sakte,

khata wo hamari thi jo use waqt pe pehchaan na sake hum,
par iske liye hum khudko gunehgaar to nahi keh sakte...

Baras Jaayengi


Baras Jaayengi
aaj fir se wo kaali kaali ghatayein aasmaan me chhayi hai,
barasja paani banke warna mere aankhon se baras jaayengi,
kisi ki yaadon ne mujhe aaj fir se aake aise chheda hai,
lagta hai ki ab bhi wo yaadein aansoo banke baras jaayengi,

haan sach hai ki maine mohabbat ki thi usse, uski aankhon se,
to kyun ab aaj uski aankhein saath nahi hain saath nam hone ko,
chaha to usne bhi tha mujhe kabhi apni jaan se badhke,jaan samajhke,
par kya pata tha kabhi meri aankhen use dekhne ko taras jaayengi....

Wo Aaj Bhi Meri Lagti Hai


Wo Aaj Bhi Meri Lagti Hai

chaahne ke baad usko na hum chaah paaye the kisi aur ko,
bhulane ki koshish karke bhi na bhula paaye hain hum usko,
kuch to khaas hoga usme jo meri na hoke bhi meri lagti hai,
kuch to kami hogi mujhme jo meri hoke bhi wo meri nahi hai,

sau kamiyaan hongi usme par humne to usse mohabbat ki hai,
doston ne bhi khub samjhaaya par dost bhi dushman lagte hain,
maloom to humein bhi hai ki mohabbat hamesha andhi hoti hai,
par jaane kyun hum jaan bujhke duniya me mohabbat karte hain,

raah hum takte rahe ki wo aayegi ek din hamari duniya basaane,
aur wo hamaare hi saamne chali gayi kisi aur ka haath thaamke,
wo to aaj bhi mere seene me dil banke bahut tez dhadakti hai,
mujhe aaj bhi mohabbat hai usse, wo aaj bhi meri lagti hai...

Apni Muskaan Bachake Rakhna



Apni Muskaan Bachake Rakhna


na mil paayega tujhe dhundke humsa koi paagal sarfira aashiq kahin,
tu kisi hosh waale samajhdaar ke liye apni aashiqui bachake rakhna,

hum to wo aashiq hain jo aashiqui ke naam pe sirf aashiqui karte hain,
na pasand ho tujhe hum to jo ho pasand uske liye khudko bachake rakhna,

maangte rahe har lamha us rab se ki tu meri mohabbat bachake rakhna,
na suni usne meri fariyaad to kahaa usse tu meri arthi sajake rakhna,

jis bewafaa ko hum apni jaane tamanna jaane wafaa samajh baithe the,
kaha usse humne tu mere baad apne khushiyon ka sansaar sajake rakhna,

meri laash me bahane ke liye apni aansuon ke do boond bachake rakhna,
aur meri maut ke baad muskuraane ke liye apni muskaan bachake rakhna...

Meri Mohabbat Hai Tu

Meri Mohabbat Hai Tu

jisse meri har subha roshan hoti hai,
suraj ki wo pehli kiran hai tu,

jisse mere pyaase dil ko raahat milti hai,
baarish ki wo pehli boond hai tu,

jisse mere zindagi ki thakaan dur hoti hai,
peepal ki wo thandi chaon hai tu,

jise dekh main zindagi ke safar pe chal raha hoon,
meri wo pehli aur aakhri manzil hai tu,

tere hi hone se to meri saanse chalti hain,
tu meri zindai hai, meri mohabbat hai tu...

Kuch din pehle mohabbat ko sapna samjha hum ne

http://datastore.rediff.com/h5000-w5000/thumb/6459675B715F655F6A/c75pma1ftjyhyhpk.D.0.cddc4a31e81abbe7689daf5f8c8e6bf2.jpg

Kuch din pehle mohabbat ko sapna samjha hum ne
Muhabbat hue mohabbat ko apna samjha hum ne
Mohabbat main iskadar madhosh ho Gaye
Is ki bewafai ko wafa samjha hum ne?
Zakham iskadar mohabbat ne diye
In zakhmo ko phool samjha hum ne
Mohabbat ki chiikh-o-pukaar iskadar thi
Ke ass pass ke logo ki roone ko hasna samjha hum ne
Mohabbat ki shidat main aankhen iskadar chandiya Gaye
Har chamakti chiz ko sona samjha hum ne
Dewaana iskadar mohabbat ne bannaya humko
Ke apno ko begana samjha hum ne
Mohabbat ki yaadein dil par kuch you naksh kar Gaye.
Ke on ko bhulane ki khoshish main
Khod ko bhula diya hum ne…….

Mahino beet gaye fir bhi usne yaad nahi kiya

Mahino beet gaye fir bhi usne yaad nahi kiya
Aaj bhi needh mein takiye bheeg gaye kal ki tarah

Mere aansu mere saath nahi dete usne yaad nahi kiya
Aaj bhi unke yaadon mein karwate badalte rahe kal ki tarah

Raat jalti hai ik chigaari hai jiski
Tumari yaadon mein hai sulagate hue chandan ki tarah

Tum dariyaa ho magar meri tarah pyaase nahi
Mein tumare ban jaaon maang mein sindoor ki tarah

Dil ke zakham dikhayen kisko,

Dil ke zakham dikhayen kisko,
ki Zamaane wale hasenge hum par…
Apna dard batayen kisko,
Ki Zamane wale hasenge hum par…
Aakar mil jao humse tum ek bar,
Ki Zamane wale hasenge hum par…
Thukra na dena fariyaad hamari,
Ki Zamane wale hasenge hum par…
Nahi keh sakte hain bewafai ke kisse tumhare hum!!!
Ye humari wafa na hogi,
Agar keh den tumhari bewafai duniya se,
To Zamane wale hasenge hum pare

Lab Khamosh Hai Aankho Se Baat Hoti Hai.

Lab Khamosh Hai Aankho Se Baat Hoti Hai.

Aise he Mohabbat ki Shuraat Hoti Hai.

Tere he Khayalon main Khoye Rehte Hain Hum.

Pata nahi Kab Din Aur Kab Raat Hoti Hai. 

I Miss YOU with every beats of Heart

Hansi bhi thamne lagi inn hothon mein barish ki tarah

Hansi bhi thamne lagi inn hothon mein barish ki tarah
Mehekti gulab bhi sharmane lagi naye dulhan ki tarah

Yu na jaao tanhai chordkar mujhe veerano mein
Aapki parchai mein jeete hai hum phoolon ki tarah

Yaadein bhi uttar jaati hai dil mein zehar ki tarah
Woh lipte hue hai mere rooh-e-jaan mein saason ki tarah

 

MERE HOTHON KI MUSKAN PE GAUR NA KIJIYE



MERE HOTHON KI MUSKAN PE GAUR NA KIJIYE
DIL KE DARD KO DEKHA KIJIYE
CHAHATA HAI YE DIL TUMHE HI KITNA
ZARA HUM PE BHI NAZRE KARAM KIJIYE 

NA CHAHA THA HUMNE KE AISE BHI DIN AAYENGE


NA CHAHA THA HUMNE KE AISE BHI DIN AAYENGE
TUMSE BICHADKAR NA HUM JEE PAYENGE
KABHI YAAD AAYE HUMARI TOH AAPNE DIL MEIN JHAK LENA
MERI AANSOO BHI TUMARE SAAYA BANKAR SAATH CHALENGE..

Woh Palken Jhukana Woh Tera Sharamana

Woh Palken Jhukana Woh Tera Sharamana
Koi Tujhse Seekhe Dil Ko Churana

Woh Kehna Bas Apni Nazre Churakar
Koi Tujhse Seekhe Batein Banana

Woh Karna Khataye Phir Khud Ruth Jana
Koi Tujhse Seekhe Nakhre Dikhana
Woh Chera Dikha Kar Tera Chup Jana
Koi Tujhse Seekhe Kisi Ko Tadpana

Woh Daanto Me Leker Dupatta Chabana
Koi Tujse Seekhe Adain Dikhana

Woh Lato Ko Apni Ungli Se Ghumana
Koi Tujhse Seekhe Deewana Banana

Zindagi Ki Har Fizaon Me Yaad Rakhna

ye daulat bhi le lo, ye shoHrat bhi le lo

 ye daulat bhi le lo, ye shoHrat bhi le lo
     bhale cheen lo muJhse meri jawaani
     magar muJhko lauta do bachchpan ka saawan
     wo kaagaz ki kasthi wo baarish ka paani

     mohalle ki sabse nishaani purani
     wo buDhiya jise bachche kehte the naani
     wo naani kee baatoN mein pariYoN ka DeRa
     wo chehre ke JhuriYoN meiN sadiYoN ka phera
     bhulaaYe nahiN bhool saqta hai koi
     wo choti see raateN wo lambi kahaaNi

     kaDi dhooP meiN apne ghar se nikalna
     wo chiDiya wo bulbul wo thithli pakaDna
     wo guDiya ki shaadi pe laDna jHagaDna
     wo JhooloN se girna, wo giR ke sambhalNa
     wo pithal ke challoN ke pyaare se tho'fe
     wo TuTi hui chudiYoN ki nishaani

     kabhi re't ke ooNche Tilon pe jaana
     gharOnde banana, banaake miTaana
     wo maasoom chaahat ki tasveer apni
     wo khwaboN khiloNo ki taabir jaageer apni
     na duniYa ka gham tha na rishtoN ke bandhan
     baDi khoobsoorat thi wo zindgaani



 

mere dil meiN tu hi tu hai dil ki dawa kya karooN

 mere dil meiN tu hi tu hai dil ki dawa kya karooN
     dil bhee tu hai jaaN bhee tu hai tuJhpe fidaa kya karooN

     khud ko khoke tuJhko paakar kya kya mila kya kahooN
     teri hoke jeene meiN kya aaya maza kya kahooN

     kaise din haiN kaisee raateN kaisi fizaa kya kahooN
     meri hoke tune muJhko kya kya diyaa kya kahooN
   
     meri pehloo meiN jab tu hai phir maiN dua kya karooN
     dil bhee tu hai jaaN bhee tu hai tuJhpe fidaa kya karooN

     hai ye duniya dil ki duniya milke rahenge yahaan
     lootenge hum khushiyaaN har pal dukh na sahenge yahaaN

     armaano ke chanchal dhaare aise bahenge yahaaN
     ye to sapno ki jannat hai sab hi kahenge yahaN
   
     ye duniya mere dil meiN basi hai dil se juda kya karooN
     dil bhee tu hai jaaN bhee tu hai tuJhpe fidaa kya karooN

ye tera ghar ye mera ghar kisi ko dekhna ho gar

ye tera ghar ye mera ghar kisi ko dekhna ho gar
     to pehle aake maaNg le meri nazar teri nazar
     ye tera ghar ye mera ghar ye ghar bahut haseen hai
     ye ghar bahut haseen hai ye ghar bahut haseen hai

     na baadloN ke chaaOn meiN naa chandni ke gaaOn meiN
     na phool jaise raaste bane haiN iske waaste 
     magar ye ghar ajeeb hai zameen ke kareeb hai
     ye eet-pattharoN ka ghar hamaari hasratoN ka ghar

     jo chaandni nahin to kya ye roshni hai pyaar ki
     diloN ke phool khil gaye to fikR kya bahaar ki 
     hamaare ghar na aayegi kabhi khushi udhaar ki
     hamaari raahatoN ka ghar hamaari chaahatoN ka ghar

     yahan mahak wafaaoN ki mohabbatoN ka rang hai
     ye ghar tumhara khwaab hai ye ghar meri umang hai
     na aarzoo pe qaid hai na hausle pe jung hai
     humare hausloN ka ghar hamaari himmatoN ka ghar

phir aaj muJhe tumko bas itna bataana hai

phir aaj muJhe tumko bas itna bataana hai
     hasna hee jeewan hai haste hee jaana hai
     
     madhuban ho ya gulshan ho patjhad ho ya saawan ho
     har haal meiN insaaN ka ik phool sa jeewan ho
     kaantoN meiN ulajh ke bhi khushboo hee lutaana hai
     hasna hee jeewan hai haste hee jaana hai   

     har pal jo guzar jaaye daaman ko to bhar jaaye
     ye soch ke jee leiN tho takdeer saWar jaaye
     is uMr kee raahoN se khushiyoN ko churaana hai
     hasna hee jeewan hai haste hee jaana hai

     sab dard miTaa de hum, har gham ko saza de hum
     kehte hai jise jeena duniya ko sikha de hum
     ye aaj to apna hai kal bhee apnaana hai
     hasna hee jeewan hai haste hee jaana hai

rishtaa ye kaisa hai naata ye kaisa hai

rishtaa ye kaisa hai naata ye kaisa hai
     pehchaan jisse nahiN thee kabhi 
     apna bana hain wahi ajnabi
     rishtaa ye kaisa hai naata ye kaisa hai

     tumhe dekhte hee rahooN main hamesha
     mere saamNe yoon hee baithe rahO tum
     karooN dil ki baateN maiN khaamoshiYoN se
     aur apne laboN se na kuch bhee kahO tum

     ye rishta hai kaisa, ye naata hai kaisa
     tere tan ki khushboo bhee lagti hai apni
     ye kaisi lagan hai ye kaisa milan hai 
     tere dil ki dhaDkan bhee lagti hai apni

     tumhe paake mehsoos hota hai aise
     ke jaise kabhi hum judaa hee nahin the
     ye maana ke jismoN ke ghar to naye hain
     magar hai puraane ye bandhan diloN ke

humsafar banke hum saath haiN aaj bhee

humsafar banke hum saath haiN aaj bhee
     fir bhee hai ye safar ajnabi ajnabi
     raah bhee ajnabi mod bhee ajnabi
     jaayeN hum kidhar ajnabi ajnabi

     zindagi ho gayee hai sulagta safar
     door tak aa raha hai dhuaaN sa nazar
     jaane kis mod par kho gayee har khushi
     deke dard-e-jigar ajnabi janabi

     humne chun chun ke tinke banaaya tha jo
     aashiyaaN hasratoN se sajaaya tha jo
     hai chaman meiN wahi aashiyaaN aaj bhee
     lag raha hai magar ajnabi ajnabi

     kisko maaloom  tha din ye bhee aayenge
     mausamoN kee tarah dil badal jaayenge
     din hua ajnabi raat bhee ajnabi
     har ghaDi har pahar ajnabi ajnabi

humsafar banke hum saath haiN aaj bhee

humsafar banke hum saath haiN aaj bhee
     fir bhee hai ye safar ajnabi ajnabi
     raah bhee ajnabi mod bhee ajnabi
     jaayeN hum kidhar ajnabi ajnabi

     zindagi ho gayee hai sulagta safar
     door tak aa raha hai dhuaaN sa nazar
     jaane kis mod par kho gayee har khushi
     deke dard-e-jigar ajnabi janabi

     humne chun chun ke tinke banaaya tha jo
     aashiyaaN hasratoN se sajaaya tha jo
     hai chaman meiN wahi aashiyaaN aaj bhee
     lag raha hai magar ajnabi ajnabi

     kisko maaloom  tha din ye bhee aayenge
     mausamoN kee tarah dil badal jaayenge
     din hua ajnabi raat bhee ajnabi
     har ghaDi har pahar ajnabi ajnabi

ye bata de muJhe zindagi

 ye bata de muJhe zindagi
     pyaar ki raah ke humsafar
     kis tarah ban gaye ajnabee

     ye bata de muJhe zindagi
     phool kyooN saare muJhaa gaye
     kis liye buJh gayee chandini

     kal jo baahoN meiN thee
     aur nigaahoN meiN thee
     ab wo garmi kahaaN kho gayee

     na wo andaaz hai
     na wo awaaz hai
     ab wo narmi kahaaN kho gayee
  
     bewafa tum nahiN
     bewafa hum nahiN
     fir wo jazbaat kyooN so gaye

     pyaar tumko bhi hai
     pyaar humko bhi hai
     faasle phir ye kyooN ho gaye

     ye bata de muJhe zindagee

pyar muJh se jo kiyaa tumne to kya paaogi

pyar muJh se jo kiyaa tumne to kya paaogi
     mere haalaat ki aandhi meiN bikhar jaaogi
 
     ranj aur dard ki basthi ka maiN baashinda hooN
     ye to bas maiN hooN ke is haal meiN bhi zinda hooN
     khwaab kyoon dekhooN wo kal jispe maiN sahrminda hooN
     maiN jo sharminda hooN to aur tum bhi sharmaaogi

     kyooN mere saath koi aur pareshaaN rahe
     meri duniya hai jo weeraan to weeraan rahe
     zindagi ka ye safar tum pe to aasaan rahe
     humsafar muJhko banaaogi to pachtaaogi

     ek maiN kya abhi aayenge diwaane kitne
     abhi goonjeNge mohabbat ke taraane kitne
     zindagi tumko sunaaegi fasaane kitne
     kyoon samaJhti ho muJhe bhool nahi paaogi

tum ko dekha to ye khayaal aaya

tum ko dekha to ye khayaal aaya
     zindagi dhoop tum ghana chaaya

     aaj phir dil ne ik tamanna ki
     aaj phir dil ko humNe samJhaaya
  
     tum chale jaaoge to socheNge
     humne kya khoya humne kya paaya

     hum jise gunguna nahiN sakte
     waqt ne aisa geet kyooN gaaya

Jhuki jhuki si nazar beqaraar hai ke nahiN

Jhuki jhuki si nazar beqaraar hai ke nahiN
     daba daba sa sahee dil meiN pyaar hai ke nahiN

     tu apne dil ki jawaaN dhaDkanoN ko gin ke bata
     meri tarah tera dil beqaraar hai ke nahiN

     wo pal ke jis meiN mohabbat jawaaN hoti hai
     us ek pal ka tuJhe intezaar hai ke nahiN
  
     teri umeed pe ThukRaa raha hooN duniya ko
     tuJhe bhee apne pe ye aitbaar hai ke nahiN

kyooN zindagi ki raah mein majboor ho gaye

kyooN zindagi ki raah mein majboor ho gaye
     itne huye kareeb ke hum door ho gaye
     
     aisa naheeN ke humko koi bhee khushi nahiN 
     lekin ye zindagi to koi zindagi nahiN
     kyooN iske faisle hameN manzoor ho gaye

     paaya tumHe to humko laga tumko kho diya
     hum dil pe roye aur ye dil humpe ro diya
     palkoN se khwaab kyooN gire kyooN choor ho gaye

koi ye kaise bataaye ke wo tanha kyooN hai

koi ye kaise bataaye ke wo tanha kyooN hai
     wo jo apna thaa wahi aur kisi ka kyooN hai
     yahi duniya hai to phir aisee ye duniya kyooN hai
     yahi hota hai to aakhir yahi hota kyooN hai

     ik zara haath baDha deN to pakaD le daaman
     uske seene meiN sama jaaye hamari dhaDkan
     itni kurbat hai to phir faaslaa itna kyooN hai

     dil-e-barbaad se nikla nahiN ab tak koi
     ik loote ghar pe diya karta hai dastak koi
     aas jo TooT gayee phir se bandhaata kyooN hai

     tum asarrat ka kahO ya ise gham ka rishta
     kehte hain pyaar ka rishta hai janam ka rishta
     hai janam ka jo ye rishta to badalta kyooN hai

too nahiN to zindagi meiN aur kya reh jaayega

too nahiN to zindagi meiN aur kya reh jaayega
     door tak tanhaaeeyoN ka silsila reh jaayega

     dard ki saari tahe aur saare guzre haadse
     sab dhooaN ho jaayenge ik faakeya reh jaayega

     yuN bhee hoga wo muJhe dil se bhula dega maGar  
     ye bhee hoga khud usee meiN ik khala reh jaayega
   
     daayre inkaar ke iqraar kee sargoshiyaaN
     ye agar TooTe kabhee to faaslaa reh jaayega

tum itna jo muskura rahe ho

 tum itna jo muskura rahe ho
     kya gham hai jisko chupaa rahe ho

     aankhoN meiN namee haNsi laboN par
     kya haal hai kya dikhaa rahe ho

     ban jaayenGe zaher peete peete
     ye ashQ jo peete rahe ho
     
     jin zakhmoN ko waqt bhar chala hai
     tum kyooN unhe cheDe jaa rahe ho

     rekhaaOn ka khel hai muqqaddar
     rekhaaOn se maat khaa rahe ho   

Ankhain Khuli To Jag Uthi Hasratain

Ankhain Khuli To Jag Uthi Hasratain
Usko Bhi Kho Diya Jisy Paya Tha Khwab Main

Ankhain Khuli To Jag Uthi Hasratain

Ankhain Khuli To Jag Uthi Hasratain
Usko Bhi Kho Diya Jisy Paya Tha Khwab Main

Mujhy chor de mere haal par tera kiya bharosa aey humsafar

Mujhy chor de mere haal par tera kiya bharosa aey humsafar
Teri mukhtasir si nawazishain mera dard our barha na de

Mujhy chor de mere haal par tera kiya bharosa aey humsafar

Mujhy chor de mere haal par tera kiya bharosa aey humsafar
Teri mukhtasir si nawazishain mera dard our barha na de

Ahsas-e-Muhabbat k liye bus itna hi kaafi hai..!

Ahsas-e-Muhabbat k liye bus itna hi kaafi hai..!
Teray beghair bhi teray saath rahta hun..!

Ahsas-e-Muhabbat k liye bus itna hi kaafi hai..!

Ahsas-e-Muhabbat k liye bus itna hi kaafi hai..!
Teray beghair bhi teray saath rahta hun..!

Tamasha Rooz kartey hO Wafaon kA JafaOon kA..!

Tamasha Rooz kartey hO Wafaon kA JafaOon kA..!
Zara TheRo MerAy DiL Main MohabbaT Seekh JaO gAy..!

Tamasha Rooz kartey hO Wafaon kA JafaOon kA..!

Tamasha Rooz kartey hO Wafaon kA JafaOon kA..!
Zara TheRo MerAy DiL Main MohabbaT Seekh JaO gAy..!

Hum dohri aziyat kay girftar musafir,

Hum dohri aziyat kay girftar musafir,
Paon b shal hain shoq e safr bhi nahi jata..!!~

Wednesday, September 28, 2011

Tou Haseen Thi Tou Nadan Thi, Meri Baat Koun Manay Ga

Tou Haseen Thi Tou Nadan Thi, Meri Baat Koun Manay Ga
K Jab Tu Mere Pass Ayi Maine Tujhe Chaha Tha, , Meri Baat Koun Manay Ga
Rekha Tha Jo Phool Hum Ne Aik Sath Kitaab Mein
Tune Honton Se Kai Bar Ussy Chumma Tha, , Meri Baat Koun Manay Ga
Mujhe Tujh Se Fakat Tujh Se Mohabbat Hai
Kitne “SMS” Mein Tum Ne Mujhe Likha Tha, , Meri Baat Koun Manay Ga
Ghayal Tu Ho Gia Tha Main Bi, Kuch Tu bi Kamal Tha
Wo Guzzay Sab Pal Humare The, , Meri Baat Koun Manay Ga
Jo Nazim Pyar Se Har Pal Darta Tha
Tere Khawabon Mein Kabi Rehta Tha, , Meri Baat Koun Manay Ga
( Nazim Ali )
 

Kehin Tujh Se Dur Na Kar Day Tera Chup Rehna Mujhe

Kehin Tujh Se Dur Na Kar Day Tera Chup Rehna Mujhe

Main Har Pal Tera Hon, Apne Dil Mein Rekh Sambhal Mujhe

Na Mohabbat Ki Aag Mein Jalaa Mujh Ko

Main Bhatak Gia Hon Tu Pyar Se Apne Pass Bulaa Mujhe

Main Tere Pyar Mein Bohat Dur Jaa Chuka Hon

Bass Meri Or Meri Ho Jaa Tu, Kar Bepanha Pyar Mujhe

Youn Na Kar Tu Mere Sath, Mujhe  Ghairon Ki Tarha Mat Dekh

Main Teri yaad Mein Gum Hon, Aa Kar Kabhi Nikal Mujhe

Nazim  Youn Pyara Hai Mujhe Wo Jan Se Zayada

Mere Jazzbay Hain Ussi Se, Kar Day Beshak Wo Pammal Mujhe

(Nazim Ali )



Tuesday, September 27, 2011

is dil mein teray pyaar k aansu liye hue

is dil mein teray pyaar k aansu liye hue
hum zindagi k sath bohat door tak gaye…..

is dil mein teray pyaar k aansu liye hue

is dil mein teray pyaar k aansu liye hue
hum zindagi k sath bohat door tak gaye…..

Kash kOi tu IkhtiYAr mere pas hOta!!

Kash kOi tu IkhtiYAr mere pas hOta!!
Ose panE ka Ya chupkE sE mar janE ka!!

Kash kOi tu IkhtiYAr mere pas hOta!!

Kash kOi tu IkhtiYAr mere pas hOta!!
Ose panE ka Ya chupkE sE mar janE ka!!

Rah-e-Mohabbat Main Ajab Pathraon Se Raha Wasta

Rah-e-Mohabbat Main Ajab Pathraon Se Raha Wasta
Naa Zakham Nazar Aata Hai Naa Dard Saha Jata Hai……..!!!

Rah-e-Mohabbat Main Ajab Pathraon Se Raha Wasta

Rah-e-Mohabbat Main Ajab Pathraon Se Raha Wasta
Naa Zakham Nazar Aata Hai Naa Dard Saha Jata Hai……..!!!

Toot jaYe tO mukammal nahi hOney daiti….

Toot jaYe tO mukammal nahi hOney daiti….
Jaane is neend kO khawabon se adawat Q hai…!!!!

Toot jaYe tO mukammal nahi hOney daiti….

Toot jaYe tO mukammal nahi hOney daiti….
Jaane is neend kO khawabon se adawat Q hai…!!!!

Meray ishq se mili hai, tery husan ko ye shohrat…

Meray ishq se mili hai, tery husan ko ye shohrat…
Tera zikar hi kahan tha,meri dastan se pehle….

Meray ishq se mili hai, tery husan ko ye shohrat…

Meray ishq se mili hai, tery husan ko ye shohrat…
Tera zikar hi kahan tha,meri dastan se pehle….

Be faida hai zeest main ahbaab ka hajoom

Be faida hai zeest main ahbaab ka hajoom
mill jaye wafadaar to aik shaks he bahut hai

Be faida hai zeest main ahbaab ka hajoom

Be faida hai zeest main ahbaab ka hajoom
mill jaye wafadaar to aik shaks he bahut hai

Kiss Qadar Masoom Saa Lehja Tha Us Ka

Kiss Qadar Masoom Saa Lehja Tha Us Ka
?FARAZ?
Dheeray Se JAAN Keh Ka BE-JAN Kar Diya?

Kiss Qadar Masoom Saa Lehja Tha Us Ka

Kiss Qadar Masoom Saa Lehja Tha Us Ka
?FARAZ?
Dheeray Se JAAN Keh Ka BE-JAN Kar Diya?

Uss ki sanjeedgi batati hai

Uss ki sanjeedgi batati hai
Usay hansnay ka shouq tha Pehly…

Uss ki sanjeedgi batati hai

Uss ki sanjeedgi batati hai
Usay hansnay ka shouq tha Pehly…

Mujh py wajib hai aansoun ki zakaat,

Mujh py wajib hai aansoun ki zakaat,
gham ki dolat sy malamaal hoon main!

Mujh py wajib hai aansoun ki zakaat,

Mujh py wajib hai aansoun ki zakaat,
gham ki dolat sy malamaal hoon main!

Wabasta Meri Yad say Kuch Talkhian Bhi Thi..

Wabasta Meri Yad say Kuch Talkhian Bhi Thi..
Acha Kiya Jo Mujh Ko Faramosh Kar Diya..!

Wabasta Meri Yad say Kuch Talkhian Bhi Thi..

Wabasta Meri Yad say Kuch Talkhian Bhi Thi..
Acha Kiya Jo Mujh Ko Faramosh Kar Diya..!

JhalaKti Hai

JhalaKti Hai
TaSveerr UsKi
BariSh Ki B0nd0n
Main”..
** WASI **
Aaj Phir Bheeg
Bethy Usy Paany Ki
Chaah Main”…!!

JhalaKti Hai

JhalaKti Hai
TaSveerr UsKi
BariSh Ki B0nd0n
Main”..
** WASI **
Aaj Phir Bheeg
Bethy Usy Paany Ki
Chaah Main”…!!

Ye acha hai k meray shehar k logo’n k khwaab puray nahi’n hotay..

Ye acha hai k meray shehar k logo’n k khwaab puray nahi’n hotay..
Warna har Gali me TAJ-MAHAL hotay!!

Ye acha hai k meray shehar k logo’n k khwaab puray nahi’n hotay..

Ye acha hai k meray shehar k logo’n k khwaab puray nahi’n hotay..
Warna har Gali me TAJ-MAHAL hotay!!

Zindagi Jis Ka Bara Naam Liya Jata Hai

Zindagi Jis Ka Bara Naam Liya Jata Hai
Ek Kamzor Si Hichki K Siva Kuch Bhi Nhi

Zindagi Jis Ka Bara Naam Liya Jata Hai

Zindagi Jis Ka Bara Naam Liya Jata Hai
Ek Kamzor Si Hichki K Siva Kuch Bhi Nhi

Lamha Lamha mera Iss Dukh main basar hota hai,

Lamha Lamha mera Iss Dukh main basar hota hai,
Kay zindagi bohat kam hai tujhy chahny kay liye…..

Lamha Lamha mera Iss Dukh main basar hota hai,

Lamha Lamha mera Iss Dukh main basar hota hai,
Kay zindagi bohat kam hai tujhy chahny kay liye…..

Suna hay boht hi masroof rehtay hain ehl-e-Hussan,

Suna hay boht hi masroof rehtay hain ehl-e-Hussan,
Sanwarny main, sataney main, kbi khud ko hum say chupaney

Suna hay boht hi masroof rehtay hain ehl-e-Hussan,

Suna hay boht hi masroof rehtay hain ehl-e-Hussan,
Sanwarny main, sataney main, kbi khud ko hum say chupaney

Shaiwa-e-ishq jurat-e-guftaar ka paband hai lakin

Shaiwa-e-ishq jurat-e-guftaar ka paband hai lakin
Jo lafzon main bayan ho hum aisi mohabat nahi kerty

Shaiwa-e-ishq jurat-e-guftaar ka paband hai lakin

Shaiwa-e-ishq jurat-e-guftaar ka paband hai lakin
Jo lafzon main bayan ho hum aisi mohabat nahi kerty

Ashk chupkey se bhigo dengy tmhara daman

Ashk chupkey se bhigo dengy tmhara daman
Jab tmhain meri Wafayon ka khyal ayega

Ashk chupkey se bhigo dengy tmhara daman

Ashk chupkey se bhigo dengy tmhara daman
Jab tmhain meri Wafayon ka khyal ayega

Yehi boht hai Qayam rehy Wafa ka Bharam

Yehi boht hai Qayam rehy Wafa ka Bharam
koi kisi ka hua bhi hai umar bhar k liye .. ?

Yehi boht hai Qayam rehy Wafa ka Bharam

Yehi boht hai Qayam rehy Wafa ka Bharam
koi kisi ka hua bhi hai umar bhar k liye .. ?

Ek Diwana Musafir Hy Meri Aankhon May..

Ek Diwana Musafir Hy Meri Aankhon May..
Waqt Be Waqt Thehar Jata Hy Chal Parta Hy..!

Ek Diwana Musafir Hy Meri Aankhon May..

Ek Diwana Musafir Hy Meri Aankhon May..
Waqt Be Waqt Thehar Jata Hy Chal Parta Hy..!

Siskiyon Ki Taal Pr Hain Aarzoain Mehv E Raqs..

Siskiyon Ki Taal Pr Hain Aarzoain Mehv E Raqs..
Kis Kadar Hay Sooz Meri Zindgi K Saaz May..!!

Siskiyon Ki Taal Pr Hain Aarzoain Mehv E Raqs..

Siskiyon Ki Taal Pr Hain Aarzoain Mehv E Raqs..
Kis Kadar Hay Sooz Meri Zindgi K Saaz May..!!

Zindgi jurm e musalsal ki trha kaati hai

Zindgi jurm e musalsal ki trha kaati hai
Janey kis jurm ki payi hai saza yaad nahi

Mere Mola ne mujh ko Aansoo’on ki Saltanat de di

Mere Mola ne mujh ko Aansoo’on ki Saltanat de di
Wasi me Jab bhi Hansta hun to aankhain bheeg jati hain

Mere Mola ne mujh ko Aansoo’on ki Saltanat de di

Mere Mola ne mujh ko Aansoo’on ki Saltanat de di
Wasi me Jab bhi Hansta hun to aankhain bheeg jati hain

Qasam un mast ankhon ki main wo lub-raiz-sagar hoon

Qasam un mast ankhon ki main wo lub-raiz-sagar hoon
Jo masti main chalak jaun, toh mehkhano ko lay dooboon ..

Qasam un mast ankhon ki main wo lub-raiz-sagar hoon

Qasam un mast ankhon ki main wo lub-raiz-sagar hoon
Jo masti main chalak jaun, toh mehkhano ko lay dooboon ..

Faslay To Dilon K Hua Karte Hain Dorri K Nhi Mohsin

Faslay To Dilon K Hua Karte Hain Dorri K Nhi Mohsin
Chahnay Wale To Tasawar Mein Bhi Mil Lete Hain…!!!

Faslay To Dilon K Hua Karte Hain Dorri K Nhi Mohsin

Faslay To Dilon K Hua Karte Hain Dorri K Nhi Mohsin
Chahnay Wale To Tasawar Mein Bhi Mil Lete Hain…!!!

In Barish Ki Boondun Mein Na Jane Kis Ke Ansoo Hein

In Barish Ki Boondun Mein Na Jane Kis Ke Ansoo Hein
Sadioon Pehly Shaid Koi Sadiyon Beth K Roya Tha !!!

In Barish Ki Boondun Mein Na Jane Kis Ke Ansoo Hein

In Barish Ki Boondun Mein Na Jane Kis Ke Ansoo Hein
Sadioon Pehly Shaid Koi Sadiyon Beth K Roya Tha !!!

tanmana wasal ki ik raat mein kya aey sanam nikley...?

tanmana wasal ki ik raat mein kya aey sanam nikley...?
qyamat tak ye nikley gar, nehayat kam sey kam nikley...
samajh kar reham dil tum ko diya tha hum ney apna dil...
magar tum to blaa nikley, ghazab nikley sitam nikley...

Janey Kis Gham Ko Chupaney Ki Tamanna Hai Usy

Janey Kis Gham Ko Chupaney Ki Tamanna Hai Usy
Aaj Har Baat Pey Hansty Hue daikha Usko

Janey Kis Gham Ko Chupaney Ki Tamanna Hai Usy

Janey Kis Gham Ko Chupaney Ki Tamanna Hai Usy
Aaj Har Baat Pey Hansty Hue daikha Usko

Wabasta TERI hayaat se sabi silsilay hy magr !!

Wabasta TERI hayaat se sabi silsilay hy magr !!
Meri zindgi hy Mukhtasir TERI muhabut k liye.

Ahsas-e-M0habbet Ke Liye Bus Itna Hi Kaafi Hai

Ahsas-e-M0habbet Ke Liye Bus Itna Hi Kaafi Hai
Tere Beghair Bhi Tere Saath Rehti Hoon..!!!!

Ahsas-e-M0habbet Ke Liye Bus Itna Hi Kaafi Hai

Ahsas-e-M0habbet Ke Liye Bus Itna Hi Kaafi Hai
Tere Beghair Bhi Tere Saath Rehti Hoon..!!!!

Ik Muhabbat Ka Mashghala Le Kar..!

Ik Muhabbat Ka Mashghala Le Kar..!
Zindagi Khoob Ki Tabaah Hum Ne..!

Chalo Ke Aaj Koi Bachpan Ka Khel Khelein Hum,.

Chalo Ke Aaj Koi Bachpan Ka Khel Khelein Hum,.
Badi Muddat Hui Be-Saktha Haas Kar Nahi Dekha.

Har Taraf Raah Main Thay Kaanty Bichay Huay…..

Har Taraf Raah Main Thay Kaanty Bichay Huay…..
Mujh Ko Teri Talab Thi, Guzarte Chale Gaye…..

Tu khamosh kiun hai ye to maloom nhi magar

Tu khamosh kiun hai ye to maloom nhi magar
dil doob sa jata hay jub tu khamosh hota hai.

hum muskrane walo ko khush naseeb na sumjo

hum muskrane walo ko khush naseeb na sumjo
khuch log muskrate hen ghum chupane k liyeee

?’Kabhi ZarOrat Pary tO Awaz De Dena.

?’Kabhi ZarOrat Pary tO Awaz De Dena.
‘Main Guzra Hua Waqt nahi Jo Wapis na aaun..

Bazahir Wo Mera Khayal Karti Hai

Bazahir Wo Mera Khayal Karti Hai
Jhoot Bolti Hai Magar Kamal Karti Hai..
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...