Nazim's poetry

Nazim's poetry

Wednesday, October 19, 2011

"Guzar rahe hain jo mujh par, azaab us k hain."

"Guzar rahe hain jo mujh par, azaab us k hain."
K meri chashm-e-tamanna main khawb us k hain."
"Kitab meri, qalam mera, soch b meri.
magar jo likhay Jane walay ne loutne ka wada kiya tha 
bus isi aas pe darawaza khula rakha hai 
uske jane se jo ik ghuam ki dhool uthi thi 
us ko aaj tak aankhon main basa hen sary
wo baab us k hain."
"Wo meri zaat ka ek mustanad hawala hay."
Kitab-e-ishq main saray nisaab us k hain......

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...