Nazim's poetry

Nazim's poetry

Wednesday, October 12, 2011

do kadam to sub chal lete hain par

do kadam to sub chal lete hain par
zindagi bhar ka saath koi nahi nibhata,
agar ro kar bhulai jaati yaaden 
to hans kar koi gam na chupata.

jaane kya soch kar lehre saahil se takraakar laut
jaati hai, 
samajh nahi aata woh kinare se bewafai karti hai, 
ya laut kar milne ka waada nibhati hai. 

aasuon ke chalne ki awaz nahi hoti, 
dil ke tootne ki aahat nahi hoti, 
agar hota khuda ko har dard ka ehsas, 
to use dard dene ki aadat nahi hoti.

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...