Nazim's poetry

Nazim's poetry

Thursday, October 27, 2011

Bin tere, bin tere, bin tere


Hai kya yeh jo tere mere darmiyaan hai
Andekhi ansuni koi dastaan hai
Hai kya yeh jo tere mere darmiyaan hai
Andekhi ansuni koi dastaan hai
Lagne lagi, ab zindagi khaali
Hai meri
Lagne lagi har saans bhi khaali
Bin tere, bin tere, bin tere
Koi khalish hai hawayon mein bin tere
Bin tere, bin tere, bin tere
Koi khalish hai hawayon mein bin tere
Ajnabi se huye kyun pal saare
Yeh nazar se nazar yeh milaate hi nahin
Ik gani dehaayi cha gayi hai
Manzilein raaston mein hi gum hone lagi
Ho gayi ansuni har dua ab meri
Reh gayi ankahi bin tere
Bin tere, bin tere, bin tere
Koi khalish hai hawayon mein bin tere
Bin tere, bin tere, bin tere
Koi khalish hai hawayon mein bin tere 
Raah mein roshni ni hai kyun haath choda
Iss taraf shaam ne kyun hai apna muh moda
Yun ke har subah ik bereham si baat ban gayi
Hai kya yeh jo tere mere darmiyaan hai
Andekhi ansuni koi dastaan hai
Lagne lagi, ab zindagi khaali khaali
Lagne lagi har saans bhi khaali
Bin tere, bin tere, bin tere
Koi khalish hai hawayon mein bin tere
Bin tere, bin tere, bin tere
Koi khalish hai hawayon mein bin tere
Bin tere, bin tere, bin tere
Koi khalish hai hawayon mein bin tere 

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...