Nazim's poetry

Nazim's poetry

Thursday, March 3, 2011

Phone Par Jo Us Se Baat Ho Gai Meri

Phone Par Jo Us Se Baat Ho Gai Meri
Kia Kehon Ek Nia Dastan Shuro Hi Gai Meri
Na Janta Hon Mein Na Is ko Koi Pehchan Hain
Phir Bi Youn Lagta hai Barson Ki Pehchan ho Jaise
Is Ne Kaha Dosti Karna Hai Ap Se
Jaise Hum Ko Laga Kuch Ni Bin Ap Ke
Youn Phir Raha Tha Mein Yahan Se Wahan
Kab Kese Or Kahan Kisi Ke Phone Par Baat ho Gai Ap Se
Or Haan Ap Se Jo Pocha Meine Naam Ap ka
Thori Si Takraar Ho Gai Is Baat Par Ap Se
Ap Ne Kaha Naam Tu Humein Khud Maloom Nehi Apna
Rekh Dejiye Jo Acha Laga Naam Ap ko
Naamon Ka Ambaar Tu Tha Nehi Mere Paas
Aaya Jo Mann Mein Kaha Madam Us Waqat Ap ko
Or Han Acha Laga Ap Ka Muskara Kar Kehna Theek Hai
Phone Par Jo Us Se Baat Ho Gai Meri
Kia Kehon Ek Nia Dastan Shuro Hi Gai Meri
( Nazim Ali )

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...